ceo optamization,top 11 tips ,urdu and hindi

CEO optimization tips tricks ,ceo ki mukamal information ,ceo k 11 tips information ,,optimize level ,optimize meta tag ,optimize robot.text file , urdumeinhelp.blogspot.com, blogger all indication, guidness





Hello Friends
http://urdumeinhelp.blogspot k vister kese sab ,

Today You Can Providing A Urdu Text Tutorial  top eleven ceo optamization tips  For Blogger Blog 2016 i n Hindi Language



Hi guys  , urdumeinhelp.blogspot.com Ki Traf se Mein Hon


MUHAMMAD AFZAL ,


Aj is Text Course Mein me Apko Logo Ko Btao ga Blogger SEO Ke Top 11 Tips Uske Kia Faidy Hain
Aur woh tips ap apne Blog Pe Kesy Adob Kar sakte Hain Sub Se Phale Name Of Tips SEO 11 Tips,












1_ to optamize post title



2_ change heading 


3_ optimize coments 



4_ optimize levels 



5_ optimize archives 

6_ enable meta, disciption



7_ change static meta description



8_ addadd custom, rebot.text file




9_ adding Google verification code, in your blog



10 _ sitemap, submistion



11_ costum robot text header


Ab Mein Ap Logo Ko Btata Hon K In 11 SEO Tips Ka Kia Kia Faidy Hain,



To ceo optimization, TITLE

TOSub Se Phale Jo apke Pass tip Hai Apke Jo Post Title Hote Hain Ap Unko Optimize kare kyun K Jb Koi Visitor Kisi Game Ya Software ka Name Likh Kar Search Karta Hai Agr Apke Blog Me Wo Cheez Phari Hai Google Me Apke BlogBlo Ka Title Phale Ata Hai Lekin Jo Post Ka Title Hota Hai Wo End Pe Hota Hai Ise Liye Post Ka title First Pe Kare Ise Visitor Pareshan Nahi Hota agr apke Blog Title Phale Hoga To Visitor Pareshan Hoga Kyun K jb post ka title nahin nazar aye ga to visitor kesy apke blog pe click kare ga,


Chenge heading) Dosry Nmber Pe Jo Apke Pass Tip Hai Change Heading Blogger Ne By Defualts Post Ke Title Ko H3 Diya Hota Hain Heading 3 Lekin Hamein Post Ke Title Ko H2 Karna Hota Hai H3 Ko H2 Kare H2 Ko H3 Kyun Ke Search Engine Ka Jo Crowler Jo Hai Wo H1 aur h2 Ko Ziada Ehmiyat Deta Hain Ise Liye H1 Pe To Ke Blog Ka Title Hoga Ise Liye H2 Pe Post Ka Title Rakhe Phir Ye SEo Friendly Bane Ga,


Optimize coments) 3 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Optimizen Comments Comments To Buhat Zarori Hain Kyun K Jo Log Hamare Blog Pe Ate Hain wo Hamein Btate Hain Sabash Dety Hai Aur Unke Pas Muqqa Hota Hai K Wo Apni Site Ka Ya Blog Ka Link De Dein Kyun Ke Phir Unke Blog Ya Website Ka Backlinks Bane Gy aur Hamari Site Mein Me Copyright Ka Problems Ate Hai Ise Liye Ye Tip Buhat Zarori Hai            




Optimize lebels)   4 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Optimize Labels Lebals Kia Hote Hain Ik Kisam Hamne Internet Ke Related 1 Post Ki Aur Dosri Bhi Internet Ke Related Hi Hai Tu ham Phir Internet Ki Category Me Add Karte Hain Post Ko Unko Lebals Kehte Hain, Aur Woh Hamare Liye Copyright Ka Masla Behda Karte Hain ise Liye Lebals Bhi Optimize Kare Ta Ke Apki Site Ya Blog Mein Adsense Ke Liye Copyright Ka Masla Na Bane.


Optimize archive )5 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Wo Bhi Copyright Ka Masla Behda Karte Hain ik Alaida Url Bante Hai Hamari Post Ka Ise Liye Archives Ko Bhi Optimize Kare.





Enable meta disxription )6 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Meta Description Ye Blogger Mein By Defualt Disable Hota Hai Ise Hamne Enable Karna Hota Hai Aur Usme 150 Letters Thak Ka Description Likh Na Hota Hai Apni Site K Bare Mein Kyun K Woh Search Engine K Liye Hota Hai Usme Humne Jo Description Diya Hota Hai Woh Sirf Search Engine Me Show Hota Hai Aur Google Search Engine Jo Hai Wo Use Description Ke Zariye Hamare Blog Ko Index Karta Hai




Chenge static meta discription )7 umber Pe Jo Apke Pass Tip Hain Change Static Meta Description To Dynamic Ye Hamein Is Liye Change Karna Hota Hai Kyun K Blogger ne 2012 Mein SEo K New Feature Add Kia Hain Jo Blogger K Purane Template Hota Hai Usme Static Mete Description Ka Code Hota Hai Woh Hamne Dynamic Me Change Karna Hota Hai Jo Ham 150 Letters Ka Description Add Karte Hai Wo Dynamic Hota Hai Aur Ham Search Engine Ko Btate Hai Ke Ye Hamari Site Ya Blog Dynamic Hai.






Add costum robot.text file)8 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Custom Robot.txt Yeh To Buhat Advanced Option Hai Blogger K Andar Me Bhi Ye Chahata Ho Ap bhi Advanced User Bane Blogger Ke, Ab Mei Ap Logo Ko Btata Ho Robot.txt File Simpile Notepad K Andar Baniye Jati Aur Iska Pura Naam Rakha Jata Hai Robot.txt Aur Ye File Apne apne Web Sarver Ki Mein Root Dectrie Me Upload Karni Hoti Kisi Bhi Folder Me Nahin Uper Hi Aur apki Apni Parson WebHosting Hoti Hai With Cpanel Usme Upload Hoti Hai Free Wali Me Nahin Aur Ise File Me Ham All Search Engines Ko Batat Hain Kafi Files and Folder Jo Ap Nahi Chahate K Wo Koi Bhi Open Kare Nahin Wo Search Reults Me Show Hon aur Nahin Google Unhe Apne Search Engine Me Add Na Kare Zara Sal Ham Unhe Disallow Kar Dety Hain Kisi Bhi Search Engine Ki Himat Naih Hoti Woh Hamari Files Add Kare Is File Me Ham Ye Btata Hein








Ading google verification code to blogger ) 9 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Google Verification Code Apne Jo Google Ka Verification Code Hai Wo Apne Blogger Blog Ya Website Me Add karna Hota Hai Meta Tag Hota Hai Google Ka Zara Sal Hum Google Ko Btate Hai K Hum Is Blog Ya Website Ke Author Hain Taake Hamara Trust Ban Jae Google Mein Jab Ham New Blog Banate Hai Jab Hei Hamein Ya Verification Karni Parti Hai Ya Zarori Hoti Hai







sitemap submitted ) 10 per Jo Apke Pass Tip Hain Sitemap Submissions Ham Google Ko Apne Blog Ya Website Ka Site Dete hain Ye Kab Dete 20 Posts Ka Bad Dena hota Hai Aur Ise Se Hamari Posts Google Ke Search Results Me Show Hoti Yani K Index Hoti Hai.



 Robots header tag ) 11 Number Pe Jo Apke Pass Tip Hain Robots Header Tags Is Me Ham Kia Karte Hai Ham Google Ko Btate Hain Jesy Ke Tags Hote Category Hoti Lebals Hote Hain Ye Ham Google Ko Btate Hain Ke In Me Jo Posts Hain Aur Jo Urls Hai Wo Apne Search Engine Me Submit Na Kare Kyun Ke Jo Post Ham Karte Hai Unki Ham Category Banate Hain 1 Post 3 Ya 4 Jaga Show Hoti Hai Phir Hamare Liye Copyright Ka Masla Banta  Hai Jab Copyright Ka Masla Bane Ga Tu Google Adsense Bhi Nahin Chale Ga Ya Tip Bhi Buhat Zarori Hai,


Ye 11 CEO optimize tips Jo Mein Apne Khud K Blog Pe Adop Karta Hon Ya 11 Tips Jab Ap Apne Blog Pe Lagaye Go Tu Apke Pass Traffic Ki Barish Honi Chaiya Agr Apke Conten Original Hain To Aur Next Post Me Apko Btao Ga Ke Ye Tips Ap Apne Blog pe Kesy Add Kare Aur In Ke Jo Codes Honge Wo Apko Hamari Site Se Mil Jae Gy, Read Karne Ka Sukirya Apke Comment Ka Intizar Rahe Ga agr Passand Aya Tu Comment Mein Zaror Btana Thanks Share With Your Friends All Tutorials and Articles.




ye bhi parhye seo optimize kia hai ,aur blog ke lye kitna zroori hai






Happy blogging... .http://urdumeinhelp.blogspot.com

 Sure You Like This Article After View so Share Your All Friend This Beautiful Information……



















































Post a Comment

Discussion.
Post a Comment