Udhte howe santa Claus (WIDGET) add kren blog mein , How to add a Santa Claus widget for blogger in urdu

How to add a widget Santa Claus , apne blog me Santa Claus widget add kren bilkul easy step hen , all widget forvblogger come to here thanks Google sir
Hello Friends, Sabse phele to aap sabhi ko Happy ChristmasEve… Ab mene to aapko Wish kar diya or agar aapko bhi apni Site/Blog par apne visitor ko wish karna hai aap Udte Huee Santa Claus Widget add karke bade hi badiya tarike se kar sakte ho.
Xmas Flying Santa Claus Widget for Blogger or wordpress ke liye
Udte Huee Santa Clous ka example aap issi post me dekh sakte ho agar post pura load ho gaya hai to.. Aap is Widget ko apne site me add karke Xmas Wish karne ke sath impress bhi kar sakte ho, or agar koi Santa par click karega to aapke Twitter account par chala jayega jaha wo aapko Twitter par Follow bhi kar sakte hai.
Ye jo Santa Clous hai inki ek or khas baat ye hai ki agar ham page ko Scroll kar dete hai to wo udd kar wha aa jate hai, jo aap scroll karke dekh sakte ho..
Kuch or Widget:

Udte Huee Santa Claus Widget ko Kaise Add kare

Santa ko apni site me add karne ke liye Simple ek Code hai jo hame add karna hai..

Santa Number 1:

Udte Huee Santa Claus Widget 1

Santa Number 2:

Udte Huee Santa Claus Widget 2
Code Credit: Making Different
Ye jo Do Code hai inme se aap apni pasand ke Santa ka Code apni site par use kar sakte ho.. Jo Code hai usme aap apne Twitter account ka UserName jarur Change karde jo abhi UrdumeinHelp hai.. Kuch is prakar
var twitterAccount = “UrduMeinHelp“;
var tweetThisText = “online urdu mein internet ki full jankari/urdumeinhelp – http://www.urdumeinhelp.blogspot.com“;
tripleflapInit();
ye code me jo red kiya hai usko aap apne hisab se likh sakte hai.. or apna Twitter username dalde..
Code teyar hone ke baad Simple Add karna hai..
Blogger me HTML/JavaScript Widget me add karna hai or WordPress me Text Widget me add karke Save karde. or fir apni site ko open karke Udte huee Santa Claus ke maje le.. :)
Aapko ye Widget kesa laga Comment karke bataye, or agar aapke koi Blogger Friends hai to unse bhi Share kare..



YAR COMENT BHI KAR LIYA KRO COMENT KRNE KE KOI CHARGES NAHIN HEIN BILKUL FREE HAI ,AP KISI APNE SWAAL KA JAWAAB MUJH SE POCH SAKTE HOO, :)

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment