Webmaster tool kia hai, super top information webmaster tools taraf

Hello friends kaise hain sab? Friends is post main hum "webmaster tool" ke bare main Jane ge Jo ke blogger/website ke liye bhut hi zarori hai, ager ap chahte hain ke ap ka blog/website google bing yoast jaise search engine me search engine me search karne par show ho to ap ko webmaster tool ke bare me janna zroori hai. ager ap is ko miss kar dain ge to kabhi bhi internet ki dunya main succesfull nahi ho sakte ha ager ap ne koi personal website/blog bnaya hai mean only ap janna chahte ho apne blog/website ke bare me phir ap blog ya website ko webmaster me enter karne ki koi zrort nahi hai!
Webmaster tools kia hain super top information






Hello friends kaise hain sab?
Friends is post main hum "webmaster tool" ke bare main Jane ge Jo ke blogger/website ke liye bhut hi zarori hai, ager ap chahte hain ke ap ka blog/website google bing yoast jaise search engine me search engine me search karne par show ho to ap ko webmaster tool ke bare me janna zroori hai. ager ap is ko miss kar dain ge to kabhi bhi internet ki dunya main succesfull nahi ho sakte ha ager ap ne koi personal website/blog bnaya hai mean only ap janna chahte ho apne blog/website ke bare me phir ap blog ya website ko webmaster me enter karne ki koi zrort nahi hai!






Imported talk for you.

Beshak ap ne apna personal blog hi kiyon na banaya ho but ajj kal ke zmane me ap ko jitni bhi jankari ho wo kam hi hai ap ager apna blog aur website internet par show nahi bhi karna chahte to phir bhi ap ko aisi tricks aise method ki malomat honi chaye kiun ke internet ki bahut badi dunya hai is seekhte sekhte aur samjhte samjhte insan khud guzer jata hai but is ki mukamal jankari phir bhi nahi hasil kar sakta! main to kuch bhi nahi hun dunya main bhut bhut internet user hain wo bhi internet ko pori tarah se nahi samjh sake abhi tak aur me ye bat ykeen se kehta hun koi admi bhi is ke bare me mukamal nahi jan sakta. Ager nahi bhi chahte ke ap google yahoo bing jaise search enging main blog~website show ho to phir bhi ap ko is chez ke bare main ilm hona chaye "ke webmaster tool kia hai aur internet par is ki kia ehmiyat hai"
















































Webmaster tool kia hain all top information, with detail.

Jab main ne search engine optimization ka corse start kiya tha to mujhe index dena bhool gya tha! ab tak hum ne ceo ke mutaliq kuch posts padhi hain jin main meta tag for blogger aur back links kia blogger ke liye kitna imported hain! in ke bare main jana hai, in posts ke link mene ye sath hi de diye hain ap ko ye bhi zroor read karni chaye.
Backlink kia hain aur blogger/website ke liye kitne zroori hain

Meta tag kia hai, kaise add kare meta tag "genretor"


Backlink and meta tag ke bare mein to ap ne padh hi liya hoga ager nahi pada to pehle padh lain wo bhi ehm chezain hain.

Hamara CEO ke Releted index.

  1. Backlink kia hain? back link taruf
  2. Webmaster tools kia hain? in ka taruf jis post ko ap read kar rahe hain!
  3. meta tag kia hai, aur kaise add kare blog main, meta tag genrator!
  4. post settings-Heading sab Heading, Minor Heading.
  5. Quality kewords, keywords ki search!
  6. Backlink "softwear" ka taruf aur istamaal.
  7. Search Engine softwear ka taruf, and use!
8. mukhtlif tools aur personal tajorbaat!








webmaster tool kia hain in ka taraf.
Backlink ka topic ap ne achi tarah padh liya hoga aur meta tag ka bhi jis ke bad ap ko backlinks aur meta tag ki ehmiyat ka andaza ho gya hai!

ajj hum kuch webmaster ke bare main paden ge, abhi in ka ik aam sa traf hai jis ke baad is ka use karna bhi sekhe ge!


Webmaster tool kia hain, abhi ap ke zehan me ye sawal aya hoga ke ye Webmaster Tool kia hain,
Ayeh , dekhte hain in ki kis afadiyat hai, aur kiun istamal kiya jata hai-
Ap ne koi sites/blogs banae hain to kisi bhi search engine ko is ke bare me khabar nahi hoti oper me pehle bhi bta chuka hun!


Search engine kia hai? Search Engine example msal ke toor par ap apne computer/mobile ke browser main google open karte hain to jo chez ap dhondhna, talash, search karna chahte hain, example: ao google ko open kar ke URDUMEINHELP likhte hain is site ko talash karne ke liye, to jis khali jaga main ap Urdumeinhelp ya jo bhi likhte hain, to us space search ko search engine kaha jata hai.!






jee hamari baat chal rahi thi search engine ko pata nahi hota ke ap k paas bhi koi blog/website hai. aur is waja se ap ke ilawa is ks kisi ko pata nahi hota_ is waja se ap ki site/blog ki posts kisi bhi search engine ki search main nahi ata nteja ye nikalta hai ke ap ki site/blog par ap ke siwa koi vister nahi hota!

Webmaster tool main hum blog/website pages ko search engine ki ssarch me lane ke liye index krwate hain,
Ap ki sit "spaidrya~crewler" ke zarye aista aista index ki jati hain phir searh mein lai jati hain!
abhi post is liye de raha hun ta ke ap ko "precticle" work se pahle kuch "idea" hona chaye ke hum kiya karne ja rahe hain- google ke webmaster tools site me jane ka ye adress hai! WWW.GOOGLE.COM/WEBMASTER/TOOLS/
webmaster tools me enter hone ke liye ap ko gmail account use karna hoga jis par ap ne blog/website banai hai!
wohi use kare to behtar rahe ga, abhi filhaal ap is adress ko dekhein www.google.com/webmaster/tools/
Is ke hum 'bing,yahoo,ask' ki bat kare ge, magar rokye__________ ab ye sab webmaster tools. Ap ko aik hi site se moyasar hain!
Jee han MICROSOFT ke BING ne YAHOO aur mukhtlif webmsaster ko apne andar samo liya hai adress ye hai www.bing.com/tool/box/webmaster_united status is adress par jane ke bad ap ko hotmail account ki zrorat ho gi to abhi aik adress bana lain hotmail bana len ta ke ainda next ki post me ap ko koi pareshani na ho INSHALLAH index ke mutabik bahut jaldi agli post apne cute vister nd friends ke sath share karon ga!





























For my cute visters,
Ap ke comments is silsile main ehmiyat ke hal hain, jin ki waja se mujhe kaam karne main maza aye ga :-D ap ko sekhne me!!!. share zroor kar dain shukriya!.