Blogger Blog ko google Search Main First Page Par Kaise Dikhaye CEO Tips, submit site to google

Blog/website ko Google ke search main first page par kaise dikhaye SEO Tips. Ajj hum isi bare main dicus karne wale hain ke hum blog ya website ko google ke search result main sab se pehle first page par kaise le ke ain aur apni blog website ko goole me show kaise kare ,kaise batain google ko hmare paas bhi ik website hai is ko apni search me lgao,ap bhi yehi chahte hoon ge ke ap ka/blog,website google search me sab se pehle nazer aye agar ap ki yehi khuwaish ha, to ap urdu mein help ko apne browser main book mark kr ke rakh lo ya email subscribe kr lo ap ko ap ke email par post send kr di jaigi, ap to chahte hi hoon ge butt har ik insan yehi chahta hai ke meri website google ke first page mein aye,
Hello, blogger blog ya paid, website ko google searh main first page par dikhana itna asan nahi hai ap ne suna hoga mehnat ke sath hi insan ko phall milta hai kisi bhi chez kisi kaam main successfully hone se pehle insan ko dill laga kar mehnat karni padti hai, ap ne agar website blog bana liya hai to kuch posts bhi kr di hun gi umeed hai ap ne mehnat se kaam kia hoga ager insan mehnat se kaam bhi kare aur phir bhi kuch na mile to dukh hota hai, is liye hmain ye janna zrori hai ke hum apne website blog ko google ke search result me first page par kaise le ke ayen hamain is bat ki bhi information bhi honi zarori hai.

Blog ko Google ke search result me firstvpagevpar kaise layeh





Blog/website ko Google ke search main first page par kaise dikhaye SEO Tips.

Ajj hum isi bare main dicus karne wale hain ke hum blog ya website ko google ke search result main sab se pehle first page par kaise le ke ain aur apni blog website ko goole me show kaise kare ,kaise batain google ko hmare paas bhi ik website hai is ko apni search me lgao,ap bhi yehi chahte hoon ge ke ap ka/blog,website google search me sab se pehle nazer aye agar ap ki yehi khuwaish ha, to ap urdu mein help ko apne browser main book mark kr ke rakh lo ya email subscribe kr lo ap ko ap ke email par post send kr di jaigi, ap to chahte hi hoon ge butt har ik insan yehi chahta hai ke meri website google ke first page mein aye,




Hum yaha SEO search engine optimization ka course krwa rahe hain ap ko ap is website ke article read kr ke khud SEO KAR sakte hain ager ap ko mushkil lage to mujh se rabta kr lena main ap ko website/blogger ka seo kr doon ga , ap ka blog google ke first page se hatey ga bhi nahi koi bhi jo kuch bhi hindi urdu mein search kare ga to ap ka blog sb se pehle first page par ho ga, ap fb ya isi website main comments kr ke bat kr sakte hain,

Ap ko maloom to ho gya hi hoga kiun ke ap urdu mein help ke daily vister hain,
Ke hum me SEO KE bare class start ki hoi hai ,to friends Sumd ke bare main hi aj ap ko bhut alaa umda information dene Wala hun, website/blog se agar ap ne paise kamane hain to thori mehnat se kaam karna padega hamesha ap ne suna hoga kuch hasil karne ke liye insane ko kuch na kuch to khona hi pasta hai- suna bhi hog ap ne par hai bhi bilkul aise hi EXAMPLE insan koi bhi kaam karta hai to us ko pehle mehnat to zroor karni padti hai ap ne ager khana khana hai roti khani hai to wo khud bakhud uth kar ap ke moun me nahi ajai gi, pehle ap mehnat kar ke kmain ge phir ap rooti ka niwala tordh kar khao ge maze ke sath AISA HI HAI NA YA PHIR KHANA. AUTOMATIC UTH KAR AP KE MOUN KE ANDER AJATA HAI,


Bus yehi bat hai pehle much mehnat karo phir ALLAH TALA ap ko ap ki mehnat ka phall bhi dain , INTERNET SE PAISE KMANA easy aur Assam hai ,par yaha ap ko beth ker
laptop,computer,android in chezoon per kaam krna hota phir ja kar paisonvki umeed hoti hai bus thori bhut information honi chaye ,ajj kal to Google she sab much mill raha hai ap Google main Jo bhi likh kar search Karen ge Google wohi ap me same LA me dikha dega



To my dear friends ap ne blog website me throw earning karni hai mtlb pause kamane hain to ap ko meri sab posts read krni hon blogger me reletted ap ko sb samjh me ajai ga, main Urdu mein help par logon ki apne sab friends ki urdu mein help krta hun, air nice achi achi jankari sharing bhi krte rahte hn ,meri koi bhi post fake nahi hai sab posts original gain main urdu mein help par ap me sath aged koi bat/article share karta gun to WO full useful hoti hai main pehle khud try kar ke phir ap ke sath biyan karta hun!


To Google webmaster tool main kaise submit kare blog ko Google ki search me Lana , hmesha ki tarah aj bhi hamara yehi topic hai jo ap title me hawale se samjh hi chuke hon ge



Ajj ki class main hum webmaster toil me bare main Jane ge search Me lane ke liye ,IN TOOLS KA ISTMAL, GUIDNES, AUR KUCH EHM TALKING, ehm batain ehm points par discus ho GI, Jesa k meine ap ko apni pichli older classes mein is ke bare mein bats chuka hun ab ik bar phir dohra soon ke jab bhi app koi new site ya blog start karte hain to kisi bhi search engine ko is me bare main ilm ,malomat nahi hoti -jis ki wja se ap ke site blog ko koi visit nahi krta , ajj him SB se pehle blog/website ko Google mein submit kare ge! Google ko batain ge me hamare pass bhi blog website hai is ko apni search lao ,index mein me lo, search karne par same show ho jain to hum ye karne ke liye kia kaen ge , SITE KO WEBMASTER TOOL MAIN SUBMIT KARE GE! is me bad bing yahoo,Babylon) 'etc' ko aik hi Java se submit karwain ge yahoo bing aur search engins ko hum aik martaba hi bata dain ge ke hamare pass ye website hai is ko index kare hum submit kr dain ge to chalo ayeh dekhte hain hum ye kaam kaise kaise kare , FOLLOW !








BLOG/WEBSITE KO WEBMASTER TOOL MAIN KAISE SUBMIT KARE , SEARCHING FIRST PAGE PER ANE KE LIYE! SEO TIPS!

  1. Sab se pehle ap is link ko open kare apne browser me new tab mein SUMITTED SITE GOOGLE CONSOLE

Is link par click karte hi ap ke samne ik fresh page ajaiga us ke show hote hi ap ne apna URL WEBSITE KA NAME dalna hai , air niche captcha hoga us per click kare aur SUBMIT REQUEST per click kar dain,

First page par post ko kaise le k aye



#Submit request par click karte hi ap ke samne ik aisa page show hoga text measage type niche screenshot dekhye

Site ,added msg , urdumeinhelp.com


Aisa hi hai na :) good ab

Step 2
Ab ap Google consol par jain, pehle is ka name google consol hi tha ab google ne chenge kar ke google webmaster rakh diya hai yahan par sighn in consol par click kare,ab ik new window open ho gi

fblog ko google search engine main kaise add kare
Add a property par click kare,
Aur apni website/blog ka URL enter kare, 
And countinue par click kar dain
Next window main ap ko ik message show ho Ga is type ka
property message blog ko google se connect kaise kare



Step 3
Ab apne Gmail account par jaye aur In box check kare ik mail ayi ho gi us main in link hoga ap be us link par click karna hai
Jaise hi ap us link par click karo ge to ap wapis google consol wale page par ajao ge.

blog ko google main kaise add kare .urdumeinhelp

An apni site ke URL par click kare.

Step 4

Messages option par click kare. Ab jo windows open ho gi ap ko apni site ya blog ki detail likhni hai.

blog no google main submit kaise kare











1. Add site

yaha par click kar ke apni site ka url check kare. yaha par aap apni site ko bina www ke set bhi kar sakte ho.

2. Choose preferred version

yaha par aap apni site ko www ke kyo set karna chahate ho ki details bharni hai.





3. Choose country

yha par apne country select kare, india me rahte ho to india select kare.

4. Manage sites users

aapki site ko koun koun manage kar rahe hai. yaha iski janakri deni hai.

5. Submit a Sitemap

Submit a Sitemap par click kar ke apne blog ke liye sitemap banaye.  
Wese to ap ko demo deta gun sitemap ka agar banana nahi to to he Walla add Mr skate ho http://www.urdumeinhelp.com/sitemap.xml . Urdumeinhelp ki jaga apni site ka url add kar dain.




6. Using search console

yaha par aapko google search console aapki site ke liye kaise kaam kar raha hai ki jankari milegi.
Sari settings check karne ke bad Google search console ke home par jaye or apni site ke url par click kare. ab aapka blog google search engine se submit ho chuka hai. bas thoda wait kare.
Note:- Google search engine 1-5 days ke bad aapki site dikhana shuru kar dega.
agar aapko google search engine ke bare me kuch puchna hai to comment me puch sakte ho. ya fir aapki site ko google search engine se submit karne me koi problrm aa rahi ho to comment me apni problem likhe.








1 comment

  1. THANKS BOHOT BARIAH POST HAI. BUT YE BATAYE HUM YE KAISE JANE K SITEMAP SAHI HE YA GALAT...?
Discussion.
Post a Comment