Blogger (Post Editor Toolbar Introduction) Optimized Post On Blogger

Blogger post editor toolbar basic jankari blogger post editor all option information blogger post editor ki basic jankari post editor par option ki jankari blogger post editor tool introduction , blog par photo upload kare blog main video upload kare , blog main dori post ka link add kare , blog par heading kaise use kare . Blogger post editor basic introduction.!


Blogger post editor ki basic jankari (blogger post editor toolbar introduction)
Hello blogger is article main introduction ha blogger post editor toolbar ki basic jankari for SEO optimized post blogger post editor toolbar blogger ka wo main part hai jis releted blogger post rank hoti hai. Blogger post editor toolbar ki help se hum blogger post ko SEO OPTIMIZED karte hai blogger post editor ko ap thek se use na kare to ap blogging blogger par kavi bhi success nahi ho sakte (blogger post editor) ka use apni har post main thik se Kiya kare.


intro blogger post editor urdumeinhelp.com
Blogger editor information
Blogger post editor toolbar ka thik use hi ap ke blog website ko google ke first page par le ke jata hai. Bat jada na bdhate howe chalte hain topic ki taraf.


Blogger Post Editor Introduction , Blogger Post Editor Toolbar ki Basic Jankari.

Blogger post editor ke bare main ap jante hi ho ge kia ha agar nahi to aj se ap ko is ka bhi pata chal gya hai blogger post editor toolbar ka use karna bhi avi main ap ko btata hu. Blogger post editor blog main hota hai agar ap ke pas blog nahi hai niche click kar ke pahle blog website banaye.

bogs main meta tag kaise add kare SEO ke lye jane



Blogger post editor toolbar ki jankari to ap ko ho gi nahi to ye acreenshot dekhe blogger post editor toolbar ki.

http://www.urdumeinhelp.com/2016/03/meta-tag-kaise-submit-kare-meta-tag.html?m=1
Post editor toolbar
Ye hai blogger post editor toolbar on blogspot.com


Blogger Post Editor ki Basic Jankari, 

Is screenshot aur number ke dekh kar ap ne samjhna hai me ap ko number wise step by step bata raha hu.


urdumeinhelp.com


  1. Font type : yaha par ap post ke font type chenge kar sakte hai jaisa ke Arial , Courier , Georgia , Helvetica , Times , Trebuchet , Verdana jo font ap ka dil kare ap use kare main defult font use karta hu.
  2. Font size :  font size se ap font text ka size chenge kar sakte ho jaise ke  smalest ,  small , normal , large , largest , font size se  ap apni pasand ks font text add kar sakte hain main to all post main normal use karta hu.
  3. Heading : heading bhi SEO ka ek main part hai ap post likhte time heading ka use post ma lazmi kare. Posi post h1 h2 h3 ke under hi likhe aise google search engine jaldi index karta hai.
  4. Font style : option B is ka matlab hai bold highlight font mean thoda bada. option I is se ap text font ko thoda tedha aur stylish kar sakte ho  post likhte same ise bhi ek para grafh me use kare. Option U  is se ap post ke text ke niche underline laga sakte hai for example google adsense account kaise banaye kisi bhi country ka , janye yaha par ap apni marzi ke sath use kar sate hai.
  5. Stright throw text cuter : stright throw us time use kiya jata hai jis time ap kuch galt likh baithte hai aur use cut na karne se us ke oper line laga dete hai jaise ke maine likha hello india(hello india)    hello pakistan hello pakiatan   ap is ka aise use kar sakte hai ye zrori nahi hota SEO ke lye.
  6. Text colour : option A  is ki help se ap text ka colour chenge kar sakte hai jaise ke , blogger (post editor toolbar ki basic jankari) blogger post editor toolbar introduction optimized post on blogger, ise ap post ke text ko apni marzi se colour de sakte hai.
  7. Text back ground highlight colour : is ki help se ap text ke back groud par bhi bhi colour bhar sakte hai mean ye likh raha hu is ke back ground main red colour ya apni pasand ka colour use kar sakte ho. Ye bhi ap apni marzi ke mutabiq use kare.
  8. Insert hyperlink : is ka use bhi blogger post main bhut zroori hai SEO ke lye aur success blogger banne ke lye is ka use blogger website par har post main kare , iska mtlb hai ik post ka link dosri post main enter karna is ko hyper link kehte hai. For example free mobile recharge karne ka tareka  is main ne dosri post ka link add kiya ha. Is ko hyperlink ke name se jana jata hai.
Inser image : Is ki help se hum blogger post main image photo upload kar sakte hai.





  1. Insert video : is ki help se blogging karte samey post main video upload kar sakte hain.
  2. Insert page break : is ki help se hum insert page brek kar sakte hai mean jitna text blogger home page par show karna ha kare phir is par click kar ke page break kar sakte hain ye post main read more ka kam karta hai agar ap ki templete main read more ka link nahi ha to ap ise use kare.
  3. Text alighnment : is ki help se ap text ko manage kar sakte ho mean text ko left right par manage karna.
  4. Numeric & bolets : is ki help se ap post paragrafh ko numeric de sakte hai jaise ye mene number dye howe hain .
  5. Block quets : is ko block quets ke use par use kare .
  6. In order:  option remove formating is ko text remove format ke lye use kare text delete . Spell cheker is ki madad se ap post ke speling chek kar sakte hain. Language languge wale option se ap language chenge kar sakte ho.
Input text here : is arrow wali space par ap ki post body hoti hai yaha par ap ne jo post likhni hai wo aye gi.
Hello blogger ye thi blogger post editor toolbar ki basic jankari agar ap ke dil main koi aur question hai to comments main pochye aur is post ko apne friends tak zrror ponchaye thanks 






Happy blogging


Post a Comment

Discussion.
Post a Comment