Facebook Account Verify Kaise Kare? Make Verified Fb ID In Urdu Hindi.

FACEBOOK VERIFICATION: Facebook Account Kaise Verify Kare, Fb ID Verified Karne Ka Tarika, How To Make Verify Fb ib in urdu, 1000% working

Facebook Account full verify kaiser kare how to (make verified) fb ID facebook ik (social) networking Site hai jis par free people ik din main lakhon ki tadad se facebook account banate hai taqreban har shakhas ko facebook id banane ka tarika ata hai. Facebook par I'd banane ka Tarika itna mushkil nahi ap ye post read kar ke bana sakte hain. Facebook Account Kaise Banaye? How to Create A Facebook id. Facebook ID verify Karne mein bahut se fayde hain , Facebook I'd par par jaldi report nahi Lagti, photo tags Verification Check-point pics show nahi hoti, jaldi block nahi hoti , hacking alert milte hain agar koi hack karne ke koshish Kare to , Facebook account verify karne ke unlimited fayde hain, so ap bhi ajj hi apni Facebook I'd verify Kare.

maine older posts main bataya tha bina number or email ke facebook account kaise banaye aap ise bhi pardh le. Already ap ke sath or bhi facebook ki (trick) share ki gai hain urdu mein help par ap ko sab read karni chaye.


Facebook-Account-verify-Kaise-Kare

Ye bhi padhe:


Aksar maine facebook groups mai posts dekhi hain facebook 100% verify account for sell in cheap rate come inbox jin ki id verify nahi hoti block hoti rehti hai phir wo tang aa kar buy kar lete hain payment eassy paisa ke throw ho jati hai.

Hum (Facebook Verify) ID Kaise Banaye , (kaise kare)

Is article main hum use account ko banane ka method share wale hain jis trick se mene apna account banaya hai. Or isi method se sab apna (facebook account secure) karte hai is post ko follow karne ke bad kisi user ko (facebook verify account) buy karne ki zrorat nahi paregi.





Facebook Verify Account Kia Hai Is Ke Kya Faide Hain.

Haqeeqat main facebook verify account wo hai jis ke sath blue tick ka icon bana hota hai kyo ke wo na to kabhi hack ho sakta hai or na hi kabhi block. Aise account fb par kuch poeples ke hi hai jo united states U.S.A main rehte hain. aap bhi hasil kar sakte hein, Ye wo peoples hai jo facebook ko chala rahe hain is liye unke fb account par blue tick ka nishan laga howa hai.

Facebook Simple Account Kia Hai.

Ek simple facebook account hota ha jo har koi bana leta ha creat kar leta hai, becuse jb koi uspe report karta hai to wo bahut jald block ho jata hai. Facebook aise accounts ko fake account , simple account qaraar deti hai and aise fake account ka hack hone ke chances bhi 100% hote hai.

Asia country jaise ke pakistan , india , bangladesh etc main verified account wo hain jin par hum apna koi government id upload kare aur agar facebook uss ko accept kar le to hamara account kafi had tak safe or secure ho jata hai.

Ye facebook account itni jaldi block  nahi hote hamara facebook account bhi isi tarah banaye gaye hai. Jo mai 3 year se use kar raha hun. Ik bar block howa tha maine easily recover kar lya tha. 

Facebook verify account banane ke liye kis kis chez ki zarorat hai, requairment.


  1. Ek simple new facebook account.
  2. Aik government id proof jo apka identity card school card , credit card bhi chalega , etc neche main ek link de raha hon jise ap dekh sakte hain facebook konse proof accept karti hai.
  3. Or ek ache result wala camera , agar ap ke mobile phone ke camere ka result good ha to iss se hi pic capture kar lena.

ap dekh sakte hai facebook kon kon se proof accept karti hai

Facebook Account Verify karne Ke Liye Block Kaise Kare.

  1. Jis account ko block karna hai use open kare or facebook pe kisi bhi persons ko find kare.
  2. Jab any persons Find karle to us ko meassage send karna hai meassage main hum ne ek code send karna hai wo ye hai niche.

Ye code copy kare 

Hi,

Thanks for contacting us. The form you submitted is for people who can't log into Facebook because their accounts have been disabled, but it looks like your account is active.

If you think this is a mistake and you see a red box that says your account has been disabled when you try to log in, please resubmit this form using the email address on your account:

https://www.facebook.com/help/contact/260749603972907/?ref=cr

If you're writing for a friend whose account has been disabled, please have your friend submit the form above using the email address on their own account.

You can also find answers to common problems in the Help Center.

If you're having trouble with your password or logging in:

https://www.facebook.com/help/login_and_password/?ref=cr

If your account is posting spam or you think it's been hacked:

https://www.facebook.com/help/security/?ref=cr

If you can't use a feature (ex: send messages or friend requests):

https://www.facebook.com/help/116393198446749/?ref=cr

If you have another issue, please search the Help Center for more information:

https://www.facebook.com/help/?ref=cr

Please note that we can't respond to replies to this email.

View updates from your Support Inbox: https://fb.me/8XX9e0JS6ZbYh4

Thanks,
The Facebook Team.



The facebook team tak is oper wale code ko copy kare
kisi ko request send kare jab accept karle to oper wala code send kare us ko. Code send karne ke baad ek bar apne facebook ID logout kar ke dobara login kare jis se account account block ho jaiga.



Facebook Account Verify Kaise Kare , How To Make Verify Fb ID.

  1. Jub account block ho jaye to govenament proof upload karne ko kahe ge.
  2. Ab apni govenament id ki camera ki help se eik pictute capture kare jis main name , photo , date of birth saaf nazar aa raha hoo.
  3. Picture lene ke bad Jaha facebook account governament proof mang rahe hai waha is image ko upload kare jo capture ki thi.
  4. Is ke bad hamein 24 hours wait karna hoga. Agar facebook ki taraf se ye notification ati hai jo main ye niche screenshot main de raha hon to facebook account verify ho jaye ga.

Agar is ke ilawa koi or notification ho to uska screenshot comment box main de main solution bataon ga.


Note: 

  1. Iss tutorial miss use na kare aise na ho ke ap 1 ke bjaye 5 ya 15 account verify karne soche to ye facebook rules ke khilaf hai.
  2. Free peoples ke zayada accounts banane ki waja se pakistan and india main aaj kal real government id proof bhi reject ho rahe hain so apke sath bhi aisa ho to bar bar government id proof upload karte rahe.
  3. Agar facebook account verify karne ke baad kabhi block ho to dobara proof upload karke reactive kare.
  4. Is method se ap apna mojoda used account bhi verify kar sakte hai. But ye riski bat hai apka account block ho jae ga or bad me government proof accept na ho or account zaya ho jaye.


Lijiye friends ab ap ka account verify hojai ga agar kahin se koi problem paish ati hai to comments main bataye aur is method ko sharing ke zarye apne friends tak zroor ponchaye thanks.


5 comments

  1. mera fb account verified krne mai spam ho gya hai kya mai ussay recover kr skta hu
    1. Yes Aap apna Account Recover Kar sakte hein !
  2. Shukria Veer
    1. No thankx bro
  3. umarsaees
Discussion.
Post a Comment