Mobile Se Computer Laptop par Internet Connected Kaise Kare

mobile se computer laptop par internet chalana Mobile se computer laptop par internet kaise chalaye, mobile se computer laptop par internet kaise connect kare, mobile se computer par internet chalane ka treka.
Hello ,
ASSALAAM O ALAIKUM
Kia ap mobile se computer lap par internet chalana chahte hain?
agar han to aj main ap ko yehi btane wala hoon.

Mobile se computer laptop par internet kaise chalaye

kaise hain sab jani loog fit fat hain na , hum bhi thek hain aur hamain umeed hai ke U M H ke vister bhi ALLAH Ke KARAM se thek hi hoon ge, friends ajj HAmara main topic hai ke hum mobile ,android samart phone ke zariye apne computer/laptop main internet kaise use kare kaise chalain , jee friends ajj ap yehi sekhne wale ho , bhut easy treke se main ap ko throw mobile , computer laptop main net chalana sikhaoon ga,

Also read: Google adsense account kia Ha or kaise banaye kisi bhi country ka
Bina Number or email ke facebook account kaise banaye

Aksar mere doston ko masla banta hai kabi un ka WIFI off hojata hai , connect nahi hota

wifi kharab ho jata hai, ya koi aur masla pareshani ban jati hai jis ki waja se hmara wifi se connected net off ho jata hai aur hamain and mere other friends ko pareshani banti hai, isi liye mene socha kiyon na apne pyare friends Urdu Main Help ke vister ko bhi ye jankari deni chaye , takey mere vister ko kisi kisam ki pareshani bane to hamare liye sharamnaak sabit hoti hai.


 is liye ap ko kisi kisam ki koi pareshani aye to ap isi site main comment kar ke apni problem share kar diya kare hum ap ki har aik choti badi problem ka hal nikal kar ap ke samne paish kare ge, kiyon ke hamara ye faraz hai urdu mein help ke vister ko kisi kisam problem/pareshani aye to us ka hall nikaal ap ke samne paish karte hain is liye ap comment bhi kar sakte hain aur aur hum se direct rabta bhi kar sakte ho,






To friends agar hum aise batain karne lag jain to hamara kafi time guzar jaiga kiyon ke batain khatam nahi hoti insan ki zindgi khatam ho jati hai , isi liye hamara kheyal hai ke ap hamain apne main topic ki taraf anaa chaye,
Hamara main topic to yehi hai jo ap post title ke hawale se samjh hi chuke hain to aye dosto hum jante hain, ( apne mobile android phone ke zriye computer laptop main internet kaise chalain )
ALSO READ: blog website mein meta tag kaise add kare

adroid ke throw-computer-lapto-par internet-kaise-chalain
Android ke throw coumputer Laptop par net chalain


Android Phone se Coumputer Laptop Par internet Kaise Chalaye.

janye friends mobile ke throw coumputer laptop par net chalane ka treka.

STEP 1 :Apne android phone ko USB ke zariye computer/Laptop se connect kare Or apne mobile ka data on kar lain.





STEP 2 :

Ab apne android mobile phone ki setting main jaye

 Aur wireless & Hotspot par click kare aur Thethering & portable hotspot mein USB Tethering Option par click kr ke enable kr de.mobile se computer laptop par net kaise chalaye

Mobile-to-laptop-share-internet-conection



Thethring & portable hotspot


Mobile-to-laptop-share-internet-conection
USB computer conection, USB tethring.




STEP 3 : Ab ap dekhe ap ke desktop ke Left side par is Tarah ka sighn aa raha hoga niche pic par dekhe is sighn ke meaning hn (abhi ap ka connection prosessing par hai)


Mobile-to-laptop-share-internet-conection




Or ye pic is sighn Ka matlb ha ap ka connection internet mobile se computer par connected ho gya ha. Mobile-to-laptop-share-internet-conection
CONNpECT INTERNET TO COMPUTER




Lijiye friends ab ap ka internet connection mobile se computer desktop se connected ho chuka hai post achi lagi ho to share zaror kare ager connect nahi hota ya kahin se ap ko mushkil nazar aa rahi hai ho to ap comment me apni problem share kare ap ko jawab zroor milega : ENJOY.



Post a Comment

Discussion.
Post a Comment