Mobile Se (Virus Kaise Nikale) How To Remove (Virus) From Android Mobile

Mobile Se Virus Kaise Nikale , Virus Nikalne ka Tareka Android Phone se Virus Kaise Khatam kare, how to remove virus from android mobile, android se Virus kaise nkalte hai, in urdu dnld antivirus...
Mobile Se Virus Kaise Nikale Mobile Se Virus Nikalne Ka Tareka
Hello mobile user aaj is post main jane ge (Mobile Se Virus) Kaise Nikale how to remove (Virus) from android phone aaj kal hum apne (mobile) se internet ka use bhut karte hai android mobile bhi bhi aj ke zmane me computer laptop ki tarah kaam kar rahe hain. Or in main sab feautures hote hai isliye un features ko use karne ke lye hum (Android Mobile) ka hi use karte hai.


• free blog website banane ka tereka janye

jaisa ka kisi website (Se) video songs mobile videos mobile games phone walpaper android appa etc downlod karte rehte hain kafi sites aisi hoti hain jo virus se bhari padi hoti hai or beach main kich secure bhi hoti hain hum galti se (virus) wali site se downloading start karte hain to virus download start hona ho jata hai aur mobile virus se bhar jata hai hai and hang hona start ho jata hai to chaliye jane step by step



Virus Kya Hai In Hindi & Urdu

Internet se aya howa virus peoples ke zarye banaya gya computer program hai jo apne swarth ke lye example anti virus ko bechne ke lye banaya hai . Ye ( V ) jab bhi mobile mein aa jata hai to use karyapranali ko prabhavit karne lagta hai is se mobile slow work karta hai. Baar bar karya karte howe rok jata hai ya kbhi kabhi to ap ke sare data ko hi remove kar deta hai.

Ek (danger virus mobile) main aa jaye to wo sath main dosre viruses ko bhi catch karta hai mukamal android mobile ko virus apne handle main kar leta hai. jis se hum button koi dbate hain or virus ki waja se click kahin or hota hai. Iski problem sirf yehi (mobile virus) hi hai . To ayeh (android) user janye (mobile se virus kaise nakale) or virus nikalne ka (tareka) .


Install Antivirus Softwear For Free

Ap ke phone main ek mobile antivirus zroor hona chaye jo samne ate virus ko (remove) karta rahe ap ko google play store se best (antivirus) mil jain ge cm security to aksar android phone main allready install hota hai. Ap jo bhi antvirus install kro use update bhi karte rehna
Main aapko suggest karta sab se best antivrus ke bare main aap koi bhi install karle
Avast , AVG tecnologies , Kaspersky , McAfee , Quick Heal , ye sab best hain.





Free Antivirus Ka Use Kare

Aap mobile se virus scan karne ke lye free wala antivirus ka bhi use kar sakte hain ise install karne ke baad update kar lain aur kuch days ke baad phir update kar lain antivirus update karte rahe isey install karne ke lye free antivirus dene wali kisi bhi achi website ka use kare. Download kar ke mobile se virus ko antivirus se scan kar lain ye niche click kar ke mobile security antivirus download kar le.

(Free Download Avast Mobile Security Antivirus For Android)







 [How To Remove Virus From Android Mobile] Mobile Switch On Karne Ke Bad Scan Kare

Jis time ap apne android mobile phone ka switch on karte hai to sab se pehle apne mobile ko scan kare agar apne antivirus install kya howa hai to wo scan ke sath mobile main aye howe virus ko remove karta jayega.  Mobile se virus kaise nikale
Or is tarah se ap ke mobile phone ki speed bhi fast hoti jayegi. Scan karne ke bad ye bhi sunshist ho jaye ke ap ka aystem sahi or thek chal raha hai koi bhi aisa program mobile main internet ke jarye nahin aya hai jo aapke mobile ki karyapranali ko prabhavit kare.








Mobile Manual Read Kare
Jab apko pata chal jaye ke ap ke mobile main virus aa gya hai to ap mobile ko buy karne par sath aya manusl yani kitab list ko read kare maloom kare ke mobile phone ko uski pehle jaisi setting yani factory reset setting par kaise laya jaa sakta hai. Iske bad mobile factory resest par le aye ise apka data remove ho jaye ga but apka mobile (virus) se bach jaiga virus se safe ho jaiga. (Mobile se virus kaise nikale)








Website ke bare Main Information Ka Pata kare
jab ap kisi website se (softwear application) download install karte hain to sab se pehle Us website application ke bare main niche comment main peoples ki rai read kare agar wo app bilkul thek fit hai hai to tab ap (download install kare) ye tareka se bhi ap apne mobile ko virus se safe rakh pa





Finally: agar koi app aplication install karni ho to play store se kya kare , ziada apps apne mobile main na rakhe only wo apps rakhe phone me jo dailly use karte hain ap. Faltu ki application uninstall kar de.


Android se virus kaise nikale , ye tha mobile se virus nikalne ka tareka apne doston ke sath share kare  agar ap ke dil me koi or question hai to comments main zroor bataye.






Post a Comment

Discussion.
Post a Comment