What is Backlink? Backlink Blog Website Ke Liye Kaise Banaye, Website Page Ranking

Back link kya hain. Blogger blog ke liye high quality ke backlink kaise Banaye, back link se page ranking increase kare, high quality backlink kaise


How To Generate High Quality Backlink in Urdu, Hindi.

Hello blogger is content mein bat Karen ge Back  Link Kya? Aur Blog Ke Liye Backlink Kaise Banaye content indexing blogger SEO setting, backlink ye sab  blogging ke liye manage karna bhut zarori Hota hai

Urdu Main Help  ke visters Ap ager full "webmaster" banana chahte hain to ap bilkul thek website par hain , main ne ap ko sab se pehle kuch BLOGGER ki jankari di thi phir us ke bad main ap ko facebook Ki all tricks batai hain isi blog par, Ab aj se main ap ko seo optimization Ki jankare don ga Jo ke blogger ke liye bhut zarori hain,

Aj hamara topic hai "back link kia hain backlink kaise banaye'' blogger ke lye backlink ke kya faide hain blogging karne wale bloggers ko backlink banane padhte hain is se blog website ki search ranking increase hoti hai Alexa rank increase Hota hai aur bhi bhut ehmiyat hai blogging me backlink ki" search engine optimizati.

 
Backlink-kaise-banaye


Search engine optimization,back links, for you- 

Aj Ki post mare in vister aur friends ke liye hai jo ke webmaster hain, ya jin ko webmaster banne ka shoq hai, WO members jin ka apna blog ya website hai laikin un ko search engine optimization nahi ati-
is ki waja se wo achi taffic or vister hasil nahi kare sakte, isi hawale se ap ko but si keemti malomat don ga,
Is I silsile ki pehle kari is post main parish karne wala hon, jesa ke is post ka title hai ap ko andaza ho gya ho ga ke aj ka topic kia hai,
ji han -
Aj main ap ko {back links} ke bare main btaon ga, in ke kirdaar aur in ke fwaid lekin is ke sath sath in ke hasool bhi.......
To ayeh friends jante hain "back link" kia hain ?
Back link kia hain?
Back link WO hote hain Jo ap ki site/blog me address/ URL per mushtmal hote hain,
Ye link traffic ya ache rank wali site per mojod hon to ye "back-link" hote hain, jesa ke mene aik site banai aur us ka reviews dene ke liye kisi professional ache rank wali site ka istmal karta hon, jb koi vister ya member click Kare ga WO mera ik back link ban jaiga,
Umeed hai ap is ke bare Jan gaye honge and apna real work dyan se start kare ge.




Back link ke hasool aur fwaid

Ache aur quality back links ap ko mukhtlif site se milain ge, jin main shamil hain,

  1. YouTube mukhtlif videos par comments, ya apni banai hoi videos par comments dain sath main apni site ka URL bhi dain
  2. Social networking site (Facebook,twiter etc) main bhi comments ki sorat main link dain,
Kisi bhi ache blog ya achi website par apne comments ke sath link bhi dain.





Back link kaise Banaye?
  1. Achi webtraffic or, achi ranking
  2. Search engine ke alawa referel traffic ka hassol,
  3. {Google AdSense} ka asan hassol - INSHALAH iski agli post bhut jaldi zroor share karon ga, 
Backlink banane ke liye ap dosri website me apne blog website ka URL address de , comments ke throw, ya phir ap YouTube  se bhi easily high quality ki backlink received kar sakte hain YouTube par bhi ap comments kare comments me apni web blog ka URL enter kar ke assani se back link me sakte hain.



Note-  kisi professional website/blog jahan rolles sakht hain wahan bar bar links na dain,kiun ke ye SPAMMING me shumar hoga-
Aisi site ziada rank wali sites ap ko 2 ya 3 doller main 1000 back links offer karti hain in ke chaker main na paden kiun ke WO sab fraad hai -