2021 How To Make Payoneer Account In Pakistan In Urdu/Hindi

2021 Payoneer Account Kaise Banaye , how to make payoneer master card in pakistan 2021 in urdu , payoneer , Payoneer Master Card bhi Paypal Ki Tarah W

Payoneer account kaise banate hai Kaiser banaye Payoneer card mangwane aur account banane ka tarika How to make create payoneer account id in pakistan 2021 ye card Pakistan  India And other countries me use kiya ja sakta hai . aap Payoneer master card ko ATM Card hi samajh lo . Payoneer most popular master card debit card ki look me bank account hai ise hum apne bank accounts me online money widraw kar sakte hai. aur log ise ATM ke toor par bhi use karte hai. is article me hum Payoneer ke bare mein hi bat karege payoneer account kaise banaye payoneer account kaise banate hai banane ka tarika payoneer account tqreeban har country me use hota hai in Pakistan, in United States, in India, in Bangladesh, in chaina and other countries hain jin ko payoneer master debit ATM card support karta hai .

 is article me hum Payoneer in Pakistan in urdu ki bat Karen ge. kuch Pakistani dost Aise hain jin ko payoneer ke bare me zyada info nahi hai. is liye me ye post un sab apne pyare dosto ke liye likh raha hun  take un ko pata chale k payoneer kya hai ? Kis kaam at a hai , kis lye use hota hai ? Ye information mukamal read kare  ye article aap ke liye bhut helpful sabit hogi.



Payoneer in Pakistan in urdu







Payoneer Master Card Some Information in Urdu

Aap shayad jante hon ge ki payoneer master debut card bhi PayPal ki tarah international Money Transfer karne ki financial service company hai. Jis se ham USA , UK and other all countries se payment received kar sakte hain using throw payoneer. Payoneer bhi aapke dollars ki payments ko repay me converted karta hai. Mean aap ko online internet AdSense ya other advertising company ya website she kamaye gye paison ko nikalne me liye use hota hai. Online internet AdSense ki earnings ya other payments pakistan , india , usa uk garmany and some other countries me bhi PayPal aur payoneer ki zarye nikalwa sakte hain. Payoneer master debut card ek empowered globle Commerce's hai. Is se business, professional , countries , and currencies me liye banaya gya hai.


Paypal ki tarah hum payoneer ki daware mean zariye desh videsh se paise mangwa sakte hai or WO bhi aasan tarike se . aagar Apka man ho ki google AdSense we ki gayi earnings paypal se nahi payoneer se mangwa le to aap maga sakte hai WO bhi videsh out of countries  se . ya aap Payoneer ke trow kahin kisi dost ya company ko online transfer bhi kar sakte hain. Payoneer ka ek 2 3 nahi balke Unlimitted faide hai. Aao mzeed payoneer basic information ke bare me jante hain Payoneer kya hai ? 

Payoneer Kya Hai Basic Information ?

Payoneer ka ( Owner Yuval Tal ) hai Is ne 2005 me payoneer ko launch kya tha. Ye ek Online Money transfer karne ka bhut best program service hai. Jisse hum dosre mukon se payment receive kar sakte hain. Aap Aaj Hi payoneer ka card Basil kar sakte hain. Ab payoneer Milions Businessman se juda hua hai PR lagbhag 200 se zyada Countries me available hai. Iski sabse achi bat ye hai ki ye payment ko country money me badalne ka bhut kam charges leti hai.  Yani aapki dollars ki income ko Indian ya Pakistani rupees me badalta convert karta hai or bhut kam charge leta hai.


Payoneer Professional Offer India Or Pakistan ke liye .
Payoneer Pakistan India me freelancers professionals business Owner ko US EU companies. Payoneer us ko us or UK se payments receive karne ka offer dete hai. Jisse hum direct aapne bank account me money transfer kar lete hai. Aap jis country ke ho payoneer automatically us country me Paise ko convert kar deti hai Aur aapko money usi country me mil jate hain Jahan aap lene chaho. 

Aap ke mulk me aap ki pement aap ke bank accounts ke zarye aap tak pinch sakti hai payoneer or PayPal is best for online money transfer and received your payment at home agar aap bhi online internet ke zarye business karte hai to aap ke liye Payoneer aur PayPal bhut acha option hai.

Payoneer Prepaid Master Card Banane Ke Liye Kya Kya Requirements Ki Zrorat Hai p

Payoneer prepaid master card banane me liye hamare pass Jo documents ho chaye WO ye hain.

  1. Aapka Real Name ID Card Wala Jo aap ke CNIC likha howa hai.
  2. Aap address bilkul thek ho jis par aap ko payoneer card receive karna kisi aisi jga ka address de jis ki location google me available ho . agar aap kisi city se hain to us city ka name us city ka zip postal code.
  3. PC Laptop Ya Samart Phone aur internet connection. Agar aap ke pass ye sab required mukamal gain to aaj hi aapna Free Payoneer Account bans kar Payoneer Prepaid Master Card Ke Liye Apply Kare Bilkul Free.
  4. Aapki ek personal gmail id aj kal mere khyal se gmail account id to Sab ke pass hota hai. Phir bhi agar aap ke pass google gmail account nahi hai to pehle ye post pade aur new google gmail account banaye  ⇊

How To Create Payoneer Accounts In Pakistan in Urdu and Hindi.

Payoneer par account Kaise banaye agar aap janna chahte hain to ye process itna mushkil nahi hai agar aap me pass bank account nahi hai to koi bat nahi hum without bank account bhi payoneer account bans sakte hain. Us me bad jab hamari pement payoneer account me send ke kabil ho jaye tab aap bad me bank account khulwa kar payoneer se atach kar sakte hain . kehne ka mtlab hai aap bank account ko bad me bhi attach kar sakte hai. Wese bhi ajj hum aise tutorial se payoneer ka account banane ja rahe hain his me bank account me bare me pochen he bhi nahi matlb jab him pement lene ka sochen he tab bank account bhi attach kar Len ge WO steps bhi bhut easy hain to aaoo jante hai Payoneer Card ke liye kaise apply kare.

Follow the all eassy steps ⇊

STEP  1 : First Go ⇉ www.payoneer.com sign up website

Agar aap mere refers link se sign up kro ge to mujhe bhi faida ho ga aap ko bhi Mere refers link se sign up karna chahte hain to yahan click kare.

So agar ap payoneer ke link se signed up kro ge to payoneer company ko faida ho ga. Payoneer company ke link se agar sign up karna change hai to yaha press kare .


  1. Prepaid Master Card : payoneer website par ane ke baad prepaid master card par clk kare.
  2. Sign Up : prepaid master card wale Chek box par tick karne ke baad Sign Up button par press kare.



Pakistan-me-payoneer-card-kaise-banaye ?
Payoneer in Pakistan
Sign Up for Free Card.


STEP  2 : jaise hi aap sign up par press karo ge Next aap ke samne New widow open ho gi jis me jis me aap ka real id card mean CNIC card par Jo name likha howa hai same wese enter karna hai. App ka new personal gmail account . aur CNIC card par Jo date of birth hai WO enter karni . niche dekhe.


2-step-enter-details-for-payoneer-card.

  1. First name : first name wali Jaga par apne name ke pehle word enter Kare (for examp) jaisa ke mera name Muhammad Afzal hai. Aur me first Name wali jaga par Muhammad likhon ga aur last name wali jaga par a, so aap bhi yaha apne name ka first name word yaha enter kare.
  2. Last name :  last name wali space box par aap apna last name enter kare.
  3. Email address :  no 3 me aapna real original email address likhe Jo active ho matlb chalta ho kyu ke payoneer wale aap ko email ke trow guide large Rahen ge aur jab aap payoneer site par Login karo ge tab email hi enter kar me login hona pardta hai.
  4. Re-enter email address : Yaha par phir aapna gmail email address enter kare Jo pehle oper likha tha.
  5. Date of birth : yahan par apni real Shnakhti card mean CNIC wali Date of Birth enter kare. Next setep ↴

STEP  3 : G SIR jaise aap ne piche wale steps ko bhut twajo se fill kiya hai same next Wala process bhi is hise ke liye bhut mufeed hai. To bilkul apni twajo kaam ki taraf kar ke San steps ko complete kare.

Phone-number-and-other-details-enter-kare.


  1. Country : ki jaga par apna desh jis me aap reh rahe hain .jis country me aap payoneer card mangwana chahte hain WO Selected kare agar aap Pakistan , India ya kisi or mulk se hain to yahan apna mulk select kare us par click karke.
  2. Street Address : mean aap kis Jaga reh rahe hai wo adress enter kare . Address bilkul then hona chaye kyu ki isi adress par aap ko payoneer card mile ga. Agar aap jis jaga reh rahe hain wo address google location me nahi ata to aap koi aisa address enter kare jis me payoneer ka card free me aap me pass poch jaye. Mean aap kis vilag me se hain to sath city me kisi reishte daar ya kisi dost ka address kare us ki waja ye hai ke aap ko Payoneer Card Received karne me koi mushkil ya preshani ka samna na karna pade. 
  3. Arrow No 3 : teen number arrow Wala box ji khaki hai us me bhi aap ne aapna address enter karna hai. Ye space payoneer walon ne is liye di hoi hai ho sakta hai aap ka address thoda lamba ho aur dono Address box me half half kar ke enter kar de. (FOR EXAMPLE) man lete hain mera address hai first open your browser goto google and search urdumeinhelp is is ko me half mean adha oper wale address me likhon ga aur half niche wale space box me. Aab aap ko is ki bhi samajh as chuki hogi . so plz aap bhi half half kar ke likhe is box ko khali nahi chodna.
  4. City : city ka matlb to aap jante hi hon ge shehar ko city kehte hain . aap ne his city ka oper address day hai wo city ka name likhe .
  5. Postal/ Zip Code : ye proses to aap fill kar rage hain ye but twajo ke sath complete karna ho ga wrna aap ko payoneer ka card nahi mile ga.  Jis city ka name aap ne likha hai oper usi city ka Zip postal code yaha par enter karna hai. Agar aap ko us city me zip postal code ka nahi pata to koi bat nahi aap google me us city ka name likhe kar postal code likhe kar google search  me searching kar sakte hain aap ko aap me city ka zip postal code easily mil jaye ga. Matlb mera city hai Karachi to main google me likhon ga Karachi zip postal code  aap bhi same aise apne city ka zip postal code nikaal sakte hai.
  6. Mobile : yahan par mobile par check kar men tick kar de. Or niche aap aap ko apke country code nazar ayega apart aap ne Country Pakistan Select kiya hai to pakistan ka country code +92 or agar India  hai to India ka country code +91 code hoga bass is code me agey wale box me aapna phone number likh de. Number likte time 0 zero nahi dalna.
  7. Next : ye details aap me kamyabi me sath bhar li hai. To in baar phir ache se Chek kar agar San the hai to Next pe press kar de aab aap ke pas agla step ajaye ga.


STEP  4 : thek aap agle step par gaur kare.

Enter-your-posword-and-other-security-detail.
Payoneer card security details.

Is oper wale Screenshot ko gaur se dekh le jaise jaise me btaun same wexe hi aap ne Security details Enter karni hai.

  1. User Name : yaha par user name unhon ne aapka email select kiya hoga is ko aise hi rehne de ye bilkul then hai. Wese Chek kar le aapka Email thek hai.
  2. Possword : yahan par posword enter kare. Password is type ka ho 7Uumh$0 samajh bye na nahi to Payoneer wale aapka posword accept nahi kare ge.
  3. Number 3 : yahan bhi aap wohi posword enter kare Jo oper posword enter kya tha.
  4. Security Questions : yahan par aap apni marzi ka security question select kare jis ka ans aap easily de sako.
  5. Security Answer : yaha pe Jo aap ne question select kiya tha us ka ans mean jawab likhe. 
  6. Next : an next par press kar de.


STEP  5: yahan is step me hum cnic and other details enter kare ge.


Payoneer-account-kaise-banaye


  1. Type of government ID : type of government I'd is box pe click kar ke National ID selected kare.
  2. Name of your National ID : yaha par aap ki cnic card par Jo name hai WO enter Kare thek se.
  3. National ID Card Number : yahan par shnakhti card ka number likhe.
  4. Yaha apna country selected kare pak se hn ya Jo bhi aapka mulk hai WO likhe.


Get-payoneer-account-in-pakistan-in-urdu

  • Ab yahan par tick kar de.
  • 2 yaha pe b tick Kate
  • 3 no arrow yaha pe bhi tick mark Kate
  • 4 number : ab yaha Order pe press kar de. Ap ke sab steps completed ho chuke hn .agar aap ne ye Jo San documents enter kiye hai ye San thek hn fresh hn in pe pehle aap ne payoneer me liye applied nahi kiya to 15 days me payoneer master card aap ke isi address par ajaye ga.

Payoneer master card company wale aap ke gmail address par congregation ka message send kar denge.

how_to make_payoneer_account_in_pakistan


Read More Article ↴ 
Finely : aap ke payoneer master card ke liye apply ho chuka hai. Agar aap ne sab information bilkul correct enter ki hai to befikar ho kar apne kaam ko lagan se kare 10 se 15 din me inshallah aap ke address pe ponch jaye ga. Phir card ko active krna baqi reh jaye ga jab aapka card aapko mil jaye to us ko activities karna hai. Aap mujh se rabta karna me baqi ki info bhi share kron ga. Filhal aap payoneer ka card mangwa lo.
Aap ko koi kisi kisam ki ushkil ya preshani kasamna ho to urdumeinhelp ko lazmi yad karye ga. Post padne me liye thanks aur is article ko share kar ke hamari bhi help kijye . thanks ..!


5 comments

  1. Raxcard.com is providing Best Bitcoin ATM Debit Card, Really nice to withdraw bitcoin money from local ATM, you can get best value of your bitcoin, we offer visa and master card for Bitcoin with free shipping.


    Best Bitcoin ATM Debit Card
  2. Bai Jan bank account k bagir create NAI ho RAHA bank name ibn etc a RAHA h is k koi solution
    1. TRY again
  3. Nice Post Sir
    1. Thanks Saad Bhai
Discussion.
Post a Comment