What Is Blogger Favicon? Favicon Blog Mai Kaise Add Kare

Favicon kya hai blog mai Kaise add kare, Favicon Kaise banaye, favicon generator, blogger blog me Favicon icon Kaise change kare, Favicon Kaise lagaye add kare.

Favicon Kya Hai? Blogger Blog Me Kaise Add Kare, Kaise Add Karte Hain blog Main Favicon Add Karne Ka Tarika, Favicon Generator Se "Favicon Kaise Banaye" Favicon Image Size Kitna hona Chaye ye sab Is Post Main Hum janne wale hain Ap ke sare Questions ke Answer releted Favicon icon blog favicon bhi BLOG/WEBSITE ko SEO Optimized karne ka ek hissa hai.

 ise change karne se Hamare blog website ki look pehchan ban jati hai vister ke samne favicon ke use se hum apne vister ko pkaa karte hain apni vebsite par , favicon ke use karne se hamare blog website trafic hamare readers ko blog website par visit karne ke liye sabse aasan way ho jata hai, aao thora favicon ke bare main me aap ko tafseel se guide kar deta hon. Jab hum kisi website ya blog ko open karte hai to browser ke link bar me left side me top par site ka icon show hota hai. Use Favicon kahte hai. Is post me main apko blogger blog me favicon set karne ke bare me step by step guide kar raha hu. Jinhe follow kar ke aap easily apne blogspot blog me Favicon Icon Add kar sakte ho blogger ke favicon ko remove kare ap apni company ke name se Favicon bhi update kar sakte hain.



Kya hai aur Kaise banaye







Blogger Blog ya website Favicon yani blog ka identity icon jo blog ki pahchan hota hai. Ye har ek site or blog ke liye Impprtant hota hai kyuki reader isse aasani se aapki site ki pahchan kar sakte hai. So main aapko Suggest karunga ki aap apni website Blog Par Favicon Zaroor Add Kare For Better Raking In Google.


What Is Favicon? Aur Ye Blog Ke Liye Kyu Important Hai

Favicon Icone Generator se bhi aap generate kar sakte hai. Favicon kya hai or Ye Kyu Zaruri Hai? Blog website Ke Liye, Favicon website ki Identity hoti hai. Jisse site ki pahchan ki jati hai. Jab hum kisi site ko Any Browser me open karte hai to browser link bar me site name se pahle uska Favicon Icon show hota hai.

 Is icon ko hi Favicon kehte yani site icon kahte hai. Blog Website ki alag pahchan banane ke liye ye zaroori hota hai. Isse koi bhi easily app ki site ko Favicon se pahchan sakta hai. Ye Search Engine Site Ranking ke liye bhi better hota hai. Examples, aap meri site ka icon dekh sakte ho.

Favicon Kya Hai? Dekhne Mein Kaise Hota Hai?

Favicon ek simple image ki manind Hota Hai jis ka size generator se kam kar ke hum apne blog website par use kar sakte hain takreebn har Successful Blogger Favicon lazmi update karta Hai. Ye SEO aur blog website ki personality me bhi eham kirdaar ada karta Hai. Mein niche ss dya Hai ap dekh kar khud hi samajh jao ge Favicon Icon kya Hota Hai.

            Favicon ↷↷







Favicon Kya Hai? Blog Mai Kaise Add Kare

 Favicon kya Hai ye aap ko oper Maine bata dya Hai, aur aoo ab dekhte hain Blo mai Kaise Add Kare  Favicon ko blog main add karne ke liye ye niche wale steps follows Kare.


Step .   1 ⇲⇲ 

Sabse pahle aap Favicon Generator Favicon.cc site par jaye or apni site ke liye achha sa icon create kare. Ye 16×16 pixel ka hona chahiye. Jyada bada site iconoclasm use karne par wo show nahi hoga or apaki site ki loading speed par bad effect padta hai.


  1. Sabse pahle blogger.com par log in kare or apne blog ke dashboard par jaye. Layout par click kare.
  2. Favicon ke samne edit par click kare.
  3. ab aapke samne is taraha ki ek window open hogi.

In blogger





Step  .   2   ⇲⇲

  1. Chose file par click karke apne photos me se ek photo chune jo 100 kb se jyada size ki nahi ho.
  2. photo choonne ke bad Save par click kar de aap wapis apne blog se layout par aa jaoge.
  3. Save Arrangement par click kare.
Favicon kya hai blog mai Kaise add kare





Is tarah se aap aasani se apne blogger blog me favicon site icon add kar sakte ho or apne blog ka look better bana sakte ho. User aapki post fir se padhna chahega to browser history me se aapki site ke icon se aapki posts ko pahchan kar open kar sakta hai. Bas ab kuch time 1 ,2 mint wait karne ke bad apne blog ko open kare ab aapki site ka favicon change ho chuka hai. Agar aapka blog favicon add karne me koi problem hoti hai to comment me aap uske bare me puch sakte ho. Post achi lage to is post ko apne dosto ke sath share jarur kare sath hi hume bhi social media par followe kare.

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment