5 Top YouTube Features For Business Marketing.

Top 5 star all YouTube features guide in Urdu and hindi, utube important features for u tuber and internet user in urdu

5 Top YouTube Features For Business Marketing.


Helo Internet YouTube user is post me hum "Top VIP 5 star Important YouTube Features" Ke Bare Me Bat Kare ge, internet YouTube all world me bhut use ho raha hai. Har ek u tubers YouTube par apna Favorite videos channel dekhe bina nahi rah sakte. ye features YouTube users or youtuber dono ke liye most Important hai. Agar aap YouTube par kuch jyada pana chahate ho to ye 5 Features aapke bahut kaam ke hai. I sure in 5 youtube features se aapko YouTube ka istemal "USE" karne me or jyada experience hoga.


All-youtube-features-guide-in-urdu


YouTube Videos dekhne ke liye sabse badi popular site hai. YouTube par time to time  New Features aate rahte hai google har time user video watching experience ko better karne ki koshish karta hai.

 But sabhi youtubers and new users ko is new features ki jankari nahi hoti or wo inse anjan rah jate hai. Aaj main aapko youtube ke kuch top jaruri vip features ke bare me bta raha hu jo youtuber and user dono ke liye helpful sabit honge.


Agar aap youtube par video upload karte hai ya fir aap youtube par online video dekhte hai dono hi case me ye features aapke liye important useful hain.


Top VIP 5 Important YouTube Features For Business.

Top 5 Important Youtube Features Jo Har User Ke Liye Helpful Hai, ye All  "YouTube Featured" "video creater'' "YouTube Video Editor'' and "viewer'' in sab ke Business ke liye important hai jaha viewers inse apne video stream experience ko badha sakte hai wohi creaters ko inse new features milenge and editor Dekhte hi San samjh jate hain edition ke bare mein. To aoo in awesome features ke bare me jante hain.


1.  Loop YouTube Videos : ↷↷


YouTube-loop


Jab YoTube Videos ka end hota hai to "youtube recommended script" videos ki list show karta hai niche and after a short delay next video automatically play ho jata hai.Agar aap again and again same video ko play karna chahate ho to aap video ko Loop kar sakte ho.Simply, iske liye aapko video par right click karna hai or Menu me “Loop” option par click karna hai. Iske bad videos, movies and other koi bhi video end hone ke bad apne aap repeat ho jayega.


2.  YouTube Live : ↷↷


https://m.youtube.com/#/live



Youtube sirf Streaming Videos ka hi place nahi hai balki ab aap is par live videos, show and events real-time me dekh sakte ho. Iske liye aap YouTube Live jayiye or aapko live show and events programs dikhayi denge. Aap yaha apne interest ke program live dekh sakte ho.Ye live show by category, events, upcoming live events and recent list se milenge. 

Aap youtube live channel ko subscribe kar sakte ho or apne youtube channel ke homepage par recommendations receive kar sakte ho. Is bar aap ye bhi check kar sakte ho ki real time kitne user is video ko dekh rahe hai.

Go to YouTube live


3.  Get Free Audio For YouTube Videos:↷↷


YouTube-music



Youtube ke pas Background Sounds and sound Effects ki huge library hai. Aap easily youtube ke in audios ko download kar sakte ho or without any penalty ke youtube videos me istemal kar sakte ho. Aap Youtube Audio Library ( YouTube audio library centre ) me jaye yaha aapka all tracks ki list milegi. Aap tracks ko moord, genre, duration and instruments ke anusar filter kar sakte ho.Aapko jo track pasand aaye aap us par right side me “Download” Button par click kare. Audio download hone ke bad aap ise apni Videos par use kar sakte ho.

Main aapko suggest karunga ki youtube free audio istemal karne se pahle aap ek bar YouTube Music Policy Read Karle  taki future me aapko koi problem na ho or kisi bih tarah ki penalty ka samna na karna pade.


4.  Share Specific Part Of A YouTube: ↷↷


YouTube-share-specific


YouTube par Videos ko aap easily apne friends ke sath Share kar sakte ho iske liye aapko youtube ke below me Social Share Icone mil jayenge. But isse aapko full video friend ko share karni hoti hai. Kaisa ho agar aap youtube videos ko full part ko send na karke apne friend ko only apna favorite part hi send karo.


Yes, aap ab YouTube Videos ke kisi bhi Specific short part ko apne dosto ke sath share kar sakte ho. Iske liye aap video par right-click kare or “Cop video URL at current time” option par click kare. Ab aap is link ko friends ke sath share kar sakte ho. Jab aapka friend video ko oepn karega to video yahi se play hoga. Kexa h ye future ?



5.  YouTube Lean black: ↷↷


YouTube-lean-back



Youtube apne interface ko ab keyboard friendly interface me Convert kar raha hai. I mean youtube ke features kafi had tak badal rahe hai. Jisme aap category ke anusar videos ko search kar sakte ho and iske alawa bhi new interface ko look better hai. Agar aap YouTube ka interface bor ho rahe ho or new interface look dekhna chahate ho ye feature aapke liye best hai. Aap YouTube Lean Back  par jaye or new look test kare. Isme aapko youtube completely change hua milega.

 Videos ki details show nahi hogi or baki features bhi ek dam puri tarah badal jayenge, like left sidebar. Aap yaha recommended, trending and other category ke anusar videos dekh sakte ho.Youtube LeanBack ko mostly big screen like TV and other biggest displays ke liye banaya gaya hai. Isme videos ka size display ke anusar kam zyada hota hai or youtube ko remotely control karne me aasani hoti hai.

Go to YouTube leanback tV


Is post me btaye gaye top 5 youtube features se surely aapka youtube video stream experience badhega or creator and viewers dono ko in feature se help milegi. Aap youtube live and youtube leanback feature se apne youtube fun ko or increase kar sakte ho.

So ab comments me btayiye ki aapko inme se kounsa feature pasand aaya or apna 5 sec ka time nikal kar is post ko social media par share jarur kare taki dusre users ko bhi in features ka pata chal sake.

READ: Ghar Baithe Kamaye 30000 Mahina In Pakistan.


Post a Comment

Discussion.
Post a Comment