Popular Post Widget: Blogger Blog Me Popular Post Kaise Add kare


blogger Blog mein Popular Post Widget kaise add kare in hidi urdu

Stylish Popular Post Widget for Blogger "popular post widget" se blog website ki revenue increase hoti hai aur traffic bhi "badhti" hai. Stylish Popular Post gadget blogger blog me lagane ka tarika mein aap ko bato ga jo bhut hi assan hai.

"blog me popular post widget add" zaror karna chahiye isse visitor aapke top visit post ko padh kar jankari hasil kar sakte hain.

Popular post widget ko blogger me add karna bahut aasan hai, bahut se custome tamplate me popular post widget pahle se hi add hote hai par kisi kisi tamplate me ye nahi hote ye post unhi bloggers ke liye hai jo blogging karte hain aur blog me popular post widget nahi hai.



Blog Ke Liye Popular Post Widget Kyu Important Hai aap nahi jante koi bat nai me batata hoon. Popular post widget blog ke liye ek jaruri widget hai iske help se hamre blog me visitor hamre sabse jyada padhe jane wale post ko padh sakte hai.

Us widget ko add karne se blog ko ek professional look bhi milta hai. So aap ne bhi popular post widget add karne ke bare me soch liya hai to aoo dekhte hain "blogger blog mein popular post widget kaise lagaye or loog kaise lagate hain."

(Popular Post Widget For Blogger) Blog Mein Popular Post Widget Add Kaise Kare?

Blog websites me popular post widget add karne ke liye mere diye Howie steps follow kare.

Step 1.

Sab se pehle blogger gmail ID se login kare phir blogger dashboard par aye.
  1. Layout par click kare,
  2.  add a gadget par click karen,
  3. Niche dekhe Popular Post par press kare,

Popular post widget for blogger in hindi urdu



Step 2. 

Ab oak pop-up window opens hogi yahan Apr Post Title ka name select kare mean popular post ya VIP articles jo ap ka ka dil kare likh sakte how,
  1.  Title. Yahan popular post likhe,
  2. Most viewed. Yahan par kis time ki post ap dikhana chahte hain wo select kare ( last 30 day ),
  3. Show. Yeah pay jitni post ap shows karna chate hain wo select Karen,
  4. Save final. Yahan per sab settings dekhne ke bad save par click  

Popular_post_widget_for_bloggert

Lijiye friends ab aap ne kamyabi se ( popular post widget for blogger me add kar liye hai congretulations, isi taraha se agar aap chahte hain blogger blog ko aur vip banaya jaye to bloggerdsense ko dil yad rakhna :)

kaisi lagi aap ko ye post comments me bataye ga aur social media sites par apne friends ke ke sath share karna bhi mat bholna , thanks..!


2 comments

  1. अच्छा पोस्ट लिखा है आपने
    1. Thanks mr
Discussion.
Post a Comment