Android Mobile Garam Hone Se Kaise Bachaye

Mobile phone garam hone ka karan kia us ki waja agar ho raha hai to garam hone se kaise roke aur is ki kya vaja hai mobile garam hone par kya kare? Mo


Mobile-garam-hone-se-kaise-bachaye-in-urdu


Hello yaha Me Bataunga, Mobile phone garam hone ka karan kia us ki waja agar ho raha hai to garam hone se kaise roke aur is ki kya vaja hai mobile garam hone par kya kare? Mobile garam hone ke upay. Mobile garam hone se kaise bachaye in urdu.

Mobile heating problem solution in hindi Mobile Ko Garam Hone Se bachane Ka Tarika. Android Smart Phone Garam Ho jata hai to usko kaise roke ye sab topic hum is article me cover karne wale hain.


Friends achanak agar apke Android phone mein garam hone ki problem aa jaye to aap Confuse ho jate honge. Smart phones Heating issue ik normal problem hai.

Otherwise Heat to sabhi electronic device mein hoti hai aur ye machine hote hai chahe apka computer, Laptop, smart phone, ya fir hamari Bike sabhi garam ho jate hai in ke heat up hone ki bhut see vaja hoti hai.


in sab ka garam hona normal issue hai kyu ki yah work karte hai to thodi bahut heating to inme hogi. Par hum bat kar rahe hai yaha Android mobile phone garam ho to kya kare. Mobile koi bhi ho sasta ya mehnga problem time wo hota hai jab Mobile Heating Limits Cross kare.

Limit se bhi ziyada heating karne lage, to iske kai Resson ho skate hai. Aaj apko iske bare me puri jankari bata rahi hu ki Smartphone heating problem kiyu hoti hai, Mobile garam hone par cool kaise rakhe. Mobile Heating  problem Solution in hindi vs Urdu.

Mobile-heating-prolem-solution-in-hindi

Smart Phones Garam Kyu Hota hai us ki Waja. What Causes Your Phone To Overheat?

Jaisa ki mene upar bataya kisi bhi Electronic Device ya Machine ka jab use karte hai to garam ho jata hai ye noraml issue hai. Apka phone jub Use kare to thoda bahut garam hota hai kyu ki usme bahut sare aise parts hote hai jo Heating karte hai.

jaise ki Processor yeh bahut garam hota hai isse koi Tention nahi hoti isme Heat-Sink laga hota hai jo heat ko observe kar ke isko thanda rakhta hai.


Agar apka Cell phone overheat hota hai to Phone garam hone ke reasons bahut sare hai jisko hum ignore kar dete hai aaiye inke bare me mazeed jankari lete hain.


Over Heatng Trow Bluetooth, Speaker, games:

Mean aap gaming ya web surfing long time tak karte hai, to apke phone ke overheat hone ke chance 100% bad jati hai. Bluetooth Speaker ka use bhi battery ko garam kar deta hai. Uses a time tak songs sunna sirf in chezain ka kheyal rakha kare .Aise me apko in feature ka use only zrorat tak hi karna chahiye.


High Resolution instantly Camera Activity:

Mean aap High Resolution par unlimited photos khinch rahe hai ya 10 minute se zyada time ki video clip bana rahe hai, to bhi apka android phone garam ho sakta hai. Isse bachne ka tarika hai ki picture ka resolution kam karke Camera ka istemal kare.


Wi-Fi Ya Mobile Data:

Apke internet ke istemal karne ka tarika bhi Overheating ki wajah ho sakta hai. Anytime proper Signal nahi hone se phone ki battery garam ho jati hai. Achi speed ke Wi-Fi network ya mobile Data ka istemal kare. Internet use karte time mobile charging par na lgain. Internet Istemal na hone par aap internet Off kar ke rakhe.


Running Background Application-Task Manager:

Kai bar aap phone ka istemal nahi karte , iske bawjaud bhi yah garam ho jata hai. Iska resson yah hai ki iske  background Apps set ke background me chalne wale apps Mobile ka cpu heat up karte hain Mobile CPU Heat up Hone ki waja se smart phone without use kiye Garam ho jata hai.

So plz background par running hone wali all apps ko Task Mnager par press karke finish kar diya kare.  Background Running apps ka use aap nahi karrhe to in Apps ko band karte rahe.

isse ek to apke phone ko Heating Problem Nahi Ho Gi and aapke mobile ki RAM bhi kam use hogi to
phone ki speed bhi achi rahegi.


Used Phone With Mobile Charging:

Some Peoples Internet Use Karte hain Mobile battery lose hone par sath hi Mobile charger attach kar dete hain .

in my case ye Sab se big reason ha smart phone Heating problem ki. Don't Use Mobile With Charger Connected   No2 mobile ko zyada time tak charging par laga kar rakhne se bhi uski battary garam hone lagti hai.

Aise me apka pura device heat hoga aur battery ki life bhi kam ho jayegi. kuch logo ki adat hai phone ko sote time rat bhar charger lagakar charging karte aur use karte hain yeh galat hai isse apka phone garam ho jata hai aur battary jaldi kharab ho jati hai. jab bhi charge karna ho 2 ya 3 hours hi bahut hai charge karne ke liye.

Mobile Heating Solution In Hindi Mobile Phone Ko Garam Hone Se Kaise Bachaye in urdu.

1  . Running Apps:
Mobile ke background me bahut se apps chalte rehte hai jo ki processor  or Ram ko use karte hai jinki wajah se aapka phone garam hota hai or uski speed bhi slow ho jati hai or atakne lagta  hai.

Isliye mobile garam hone par  check jarur kare ki background me koi apps run to  ni kar ra

Running Apps KaiseCheck Kare?

step 1.  Sabse pehle aap aap apne android phone ki settings me jaye

step 2.  uske baad app (applications) par click kare


step 3.   ab aap running app ko select kare jahan aap sabhi background running apps ko dekh skte hai

step 4.  ab aap apps ke icon par click kare or force stop par click kar de to aapke jitne bhi background ranning app hai sab ka force stop kar de

Sab ka force stop karne par aapke background running apps chalna band ho jayega or aapke phone ki speed increase bhi ho jayegi iske bachav ke liye aap ek badiya sa antivirus ko use kare or har 20-25 minutes baad phone ko antivirus se scan kare


2.  VIRUS

Kai baar hamare phone me viras aa jata hai or hame pata bhi nahi chalta iske karan phone garam or hang hone lagta hai


3.  APPS
Gps or google map ko use karne se bhi mobile jada garam ho jata hai agar in apps ko use karte ho to use karne ke baad ofline kar den.



4.  INTERNAL MEMORY
Kai baar hamare mobile.ki internal memori bhar jane ki wajah se bhi phone garam hone lag jata hai or atakne lagta hai isliye kabhi bhi ho phone ki memory par kuch space bacha ke rakhe


5.  CHARGER
agar charging ke wakt aapka phobe hang ho to iske liye dusre charger or power socket ko use kare ek baar ye bhi check kare ki charging pin mobile se acche se connect hai ya nahi agar abhi bhi problem aati hai to aap battery badal de ho sakta hai ki aapki battery me problem ho.


6.  SOFTWARE UPDATE
Kai baar purane software ki wajah se bhi phone garam hota hai isiliye agar software purana ho gaya ho to update karana na bhule


7.  APP OVERLOAD
agar mobile pade pade hi garam hora ho to aap samajh jaiye ki mobile overload ho gaya hai or settings me jake battery ko check jare ki kon si application jada battery ka use kar ri hai or use turant off kar lijiye


1.  COMPRESS DATA
 Mobile browser settings me jakar
Compress data ko active kar de isse aapka data kam kharch hoga or aapka phone garam bhi ni hoga !!!!


smartphone overheating aur keep phone cool, Mobile ke garam hone ki waja apko bhi apko pata chal gyi hogi to ye tips kaisi lagi comment me jarur bataye agar apka koi question hai to puche apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khushi hogi.




Post a Comment

Discussion.
Post a Comment