Android Mobile Se Email Aur files kaise Bheje: Mobile Send Mail

how to send email using Android mobile, mobile se kisi ko email gmail kaise send kare gmail send karne ka tarika in urdu, in hindi, send ✉️ in android


How To Send Email in Android.


email-kaise-send-kare



Is post me sikhunga Mobile Se Email Kaise bheje, Gmail kaise bhejte hai, email se photo kaise bheje, how to send mail in Hindi, email kaise likhte hai, email Kaise dekhe, ap ke pass computer Nazi hai fir bhi aap aapne mobile se kis traha kisi bhi email id par mail send karoge. Iske liye aap koi bhi mobile use kar sakte ho, aapke pass android mobile nahi hai Nokia mobile hai tab bhi aap aapne nokia mobile se bhi email send kar sako ge aajki is post ko agar aap janna chahte hai ke "kisi ko mobile Email kaise bhejte hai" to ye post last tak read kare.

Mobile phone se email send karna "Laptop Computer she" bhi easy hai, ap jo kuch computers par kar skate hai wo kama aap mobiles phone se bhi kar sakoge. Aagar aapko kisi e-mail par files, photo , mail karna hai to bhi aap mobile she kar sakoge. To chaliye jante gain "Mobile Se Emails Kaise Bheje,, .





Mobile Phone Se Email Aur Fhoto Kaise Bheje: How To Send Email Using Mobile.


ap Android phone use karte hai to aapko koi bhi Sotware Application install karne ki jarurat nahi hogi, kyuki aapke Android phone par check kare aapko "Gmail" man ka ek app milega, aur ham isi app ke madad se email send karenge.


Step 1.  First aap aapne phone se Gmail app ko open kare, aagar aapke phone par nahi hai to google play Store par jakar install kare, but aapke Mobile phone par ye app zarur installed hoga. Gmail app ko open kare, open karne ke bad aap aapne phone me Gmail ID and Password. Enter kar ke gmail account login kare.




Google AdSense Pause Kaise Kamaye top Earning Tips .


Step 2. Aabhi aap aapne gmail ID and password dalkar account ko login kare, login karne ke bad check kare, aapke inbox open hoga aabhi aap aapne email ke inbox check kar sakte ho, aagar kisi ko email send karna ho to aap "Pen icon" par click kare.


Mobile-se-email-kaise-bheje



Step 3.  Aapka Mail Box open hoga, Form option par aapke email show karega,
 Jisko Mail "bhejte" gain bhejna chahate hai us Person ka email id likhe, Subject par kuch bhi type kare, Compose email box par aap email likhe jo aap mail karna chayote ho. aagar Photo, file send karna hoto Upar right side se link icon par click kare.


Mobile-se-email-kaise-bheje



Step 4. Aagar photo bagera send karna hai to aap upar jo icon par bataya hai uss par click kare aapko do option milega Attach File is par click karke aap PDF file bagera send kar sakoge, Attach picture par click karke aap photo ko email par send kar sakoge.

send-email

Send-gmail-using-mobile




Step 5. Sab kuch karne ke bad aap aapne email ko send kare, send karne ke liye aap upar right side se Send icon par click kare, thoda wait kare aapke email send ho jayega.

Note: Aagar aap old verison phone jaise ke nokia phone use karte ho tajb aapko aapne nokia ke liye symbian app install karna hoga, aagar aapko nahi milta hai to aap koibhi browser open karke type kare "Gmail.com" dekhiye aapke phone me upar ki traha option mil jayega baki same hai.

Friends main ummid karta hu ki aapko ye post accha laga hai, aagar post ko lekar kuch bhi sawal puch na hoto niche comment kare main aapko help karunga, aagar post se madad milta hai ho mera bhi madad kare post ko share karke
Post Accha Laga hai To Please Like, Share Kare.


Don't Miss :  YouTube Video Par 10k Views Kaise Badhaye ?

Bitcoin kya hai ik din me 1 bitcoin kaise kamaye?



Post a Comment

Discussion.
Post a Comment