Top 3 apps for WhatsApp par password kaise dale WhatsApp privacy policy

whatsapp par I'd banane ka tarika in urdu whatsapp privacy policy, about social network, whatsapp id par possword kaise dale likhe uska tarika.

whatsapp-par-possword-kaise-dale

WhatsApp I'd Par Password Lock Kaise dale
hum whatsapp par I'd to bana lete hein par whatsapp privacy policy bhi bhut zrori hoti hai , friends aaj hum janege ki Whatsapp ko Password lock kaise karte hai . Whatsapp ko aaj har mobile me use kiya jata hai or WhatsApp se hi aaj ham kisi ko koi message bhejna ho ta chat karne ho yaha tak hi WhatsApp se Call bhi karte hai , But unlimited hum WhatsApp ka istemaal Photo , video or chat karne me karte hai . Par kai bar WhatsApp par hum kuch private messages bhi share karte hai jo hum nahi chahte ki koi or dekhe .




To ab hamare samne question ata ha ki WhatsApp Par Posword lock kaise dale yani ki WhatsApp par password kaise lagaye . Kuki kai bar hamara phone koi or use karta hai ya kisi aise ko dena padta hai jisko aap mana nahi kar sakte or Agar koi hamare WhatsApp messages ko dekhe ya padhe to hamri privacy nahi rahti . Aise me hame apne WhatsApp par password laga dena chahiye taki koi bhi hamara mobile use kare , lakin bina password ke WhatsApp open na kar sake.

WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye. ?


WhatsApp ko password lagane ke liye WhatsApp me koi bhi option nahi hai . WhatsApp Ko Password Lock karne ke liye hame dusri mobile App ka use karna padta hai . Jin ki help se hum WhatsApp ko lock kar sakte hai . To Aaj me aapko kuch mobile App ke bare me bataungi jin ka use kar ke aap aasani se WhatsApp par password set kar sakte hai . chaliye in Whatsaap lock mobile app ke bare me jante hai .

WhatsApp Ko Password Lock Karne wali Applications(WhatsApp Lock App)


WhatsApp ko lock karne ke liye bahut sari mobile Apps uploaded hai par , bahut sari aisi bhi app hai jo user friendly nahi hai . kuch Apps ke name hai Jaise WhatsApp Lock , Lock For WhatsApp or bhi is tareh ki nahut sari App hai jin se hum WhatsApp ko Password laga sakte hai . Par me Jin Apps ko bata raha hu inhe bahut adhik use kiya jata hai or User bhi in Apps par kafi samaye se bahrosa karte aa rahe hai . To chaliye in Apps ko jane or WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye vo bhi jante hai .







  1. AppLock :
  2. Messenger and Chat Lock:

To aaj me in apps ke bare me bataungi . maine in apps ko isliye select kiya hai , ku ki in apps ki rating kaafi sahi hai or ye Play store ki top Ranking apps hai or logo ke comments bhi in par ache hai . Me khud in Apps ko use karti hu or bharosa karti hu . Chaliye in Apps ko dekhte hai or kaise use karna hai vo sikhte hai .



(1) AppLock.

AppLock ye Mobile App ka name hai jis ke bare me me aapko batane ja rahi hu . Yah App sabse jyada download hone wali Password Lock App hai play store ki . AppLock ke 1000000000 user hai or ye 24 Languages ko support karta hai . AppLock se aap WhatsApp ke sath sath , Facebook , Gallery , Messenger , SMS , Contacts , Gmail , mobile settings, koi bhi App jo select kare or bahut hi small App hai 3 MB se bhi kam ki hai.

Isse Incoming calls bhi aap lock kar sakte hai , Photo, Video ko chupa sakte hai . WiFi , Bluetooth, Mobile data in sab ko bhi aram se block kar sakte hai . AppLock se aap Password Lock laga sakte hai , pattern lock laga sakte hai or fingerprint lock (only work with Android 6.0 +) bhi laga sakte hai . To is App me bahut sare option hai jin ka aap use kar sakte hai .

To ab aapko darne ki koi jarurat nahi hai ki koi bhi aapke phone me kuch dekh payega ya koi aapki mobile setting ko kuch kar payega , chaliye sikhte hai ki is App ko kaise install karte hai .

AppLock ko Kaise Install kare.
AppLock ko install karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare – sabse pahle aap google play store me jaye or AppLock ko search kare . Fir AppLock par click kare . Ab new page open hoga yaha par INSTALL ki button par click kar ke AppLock ko install kare .



WhatsApp par Password Lock Kaise dale App Lock Se? For good Security.

INSTALL ki button par click karte hi AppLock install hone lagegi . AppLock se WhatsApp Ko Password Kaise Lagaye WhatsApp par password lock lagane ke liye niche diye gaye steps ko follow kare .

Step 01:
AppLock ko install karne ke baad AppLock ko open kare . jaise hi AppLock ko aap open karenge . waise hi aapki screen par niche di gayi image page apke mobile par open.


WhatsApp-par-password-kaise-dale


Step 2 :
Do bar pattern lock dalne ke baad hamare samne niche di gayi iage jaisa page aayega yaha par hame apne Email dalna hai . Taki agar hum password ya pattern lock bhul jaye to email ke jariye recover kar le .
Apna Email dale .
Save ki button par click kar de.

How-lock-your-WhatsApp-account


Step 3
Ab hamri App open ho jayegi . yaha par apko jo bhi App ko lock karna ho us ke samne bane Lock par click kar de .  Hame WhatsApp ko lock lagana hai to hum WhatsApp ke samne ke lock par click kar denge . niche image dekhe .

Lock-whatsaap



WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye in Hindi , Whatsapp Ko Lock Kaise Kare
Ham pahli bar kisi App ko lock kar rahe hai to ek popup aayega kuki AppLock ko access chahiye . yaha par PERMIT par click kar de .


Whatsapp Ko Password Kaise Lagaye ,
Ab ek new page open hoga yaha par AppLock ke samne bane icon par click kar ke AppLock ko Access de .niche image dekhe .


WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye in Hindi
Is tareh se hum AppLock se kisi bhi App ko block kar sakte hai .

(2) Messanger and Chat Lock.

Messager and Chat Lock App bhi kafi achi hai is app ka use kar ke aap WhatsApp ko lock kar sakte hai . Messenger and Chat Lock Kaise Install Kare? Sabse pahle Google Play store me jaye . Fir waha par search box me Messager and Chat Lock likhe or search kare . jaise hi aap search karenge niche result me se Messager and Chat Lock par click kare . niche di hui image dekhe .


Whatsapp Ko Password Kaise Lagaye, Whatsapp Ko Lock Kaise Kare



Messanger and Chat Lock se WhatsApp Ko Password Kaise Lagaye. Chat lock se messenger WhatsApp ko password se lock karne ke liye ye step follows kare.

Step 1:
Messager and Chat Lock ko install karne ke baad iss ko open kare

Open karte hi aapki screen par niche image jaisa page open hoga yaha par hame Password set karna hai . yaha par Password set kare .



WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye in Hindi
Iske baad dubara se Password dalne ke liye screen ayegi waha par bhi same password dale .

Step 2:
Ab hamari App open ho gai hai . yaha se hum Apne WhatsApp ko Lock kar sakte hai . WhatsApp Lock karne ke liye WhatsApp ke samne button par click kar ke lock On kar . niche image dekhe .

WhatsApp-lock-setting



Whatsapp Ko Password Kaise Lagaye

Jaise hi hum button par click karenge vaise hi aapke samne ek popup aayega Allow access ke liye yaha par OK ki button par click kar de .

Access-app-instalation


WhatsApp Ko Password Lock Kaise dale 
OK par click karte hi App with usage access page par chale jayenge vaha par ChatLock+ App ke samne ki button par click kar ke allow kare .

hamne sab settings set kr di hai . Ab aap is ko use kar sakte hai .

To is tareh se aapne jana ki WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye . App In mobile Apps ka use karke aaram se whatsApp ko lock kar sakte hai . Agar aapko ye information achi lagi ho to share jarur kare or is bare me dusro ko jarur bataye .

Apko ye post WhatsApp Ko Password Lock Kaise Lagaye in Hindi kaisi lagi hame comment kar ke jarur bataye . Agar aapka koi saval ho to niche comment jarur kare , aap kis mobile App ko lock karne ke liye use kar rahe hai hame jarur bataye .

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment