Top 5 Popular Websites For Check Broken Links From Your Blog/Website

how to fix broken links in website in urdu in hindi, website mein broken links kaise fix kare, blogger broken link fix karne ka tarika

How To Fix Broken Links In Website.





Remove-broken-links-from-your-blog-websites



Blog website se broken link kaise check and remove Kare broken link kiya hain ? broken links ko delete kaise Kare free broken link checker tools. Broken Links ka pata kaise lagaye, Blogger blog websites se broken link kaise remove kare broken link delete karna bhut easy hai.

 Broken links wo dead links hote hai jo humse galti se blog post me add ho jate hai ya fir hum apne blog par kisi post, pages or file ko delete kar dete hai. Search engines or aapke readers ke liye ye problem bante hai. Isliye dead hyperlinks ko solve karna bahut important hota hai. Agar aap aysa nahi karte ho to search engine me aapki site ki ranking bahut kam hogi. 

Aaj mai aapko broken links check karne ki 5 websites ke bare me bta raha hu. Jin par aap apni site ke 404 broken link online pata kar sakte hai or apni site ko or adhik SEO friendly bana sakte hai. Is post me mai aapko 5 free online 404 broken links checker tool ke bare me bta rahi hu. Jo aapko aapki site par mojood dead links ke bare me jankari dete hai. Inki help se aap apni site par se broken link ko fix kar sakte ho or apni site ki search engine ranking badha sakte ho.



What is broken links, Broken Links Kya Hai?


Hum jab apne blog par koi post ya page share karte hai to post me hum internal links bhi add karte hai. Jaise other post, category, tags etc. Aane wale time me hum kisi karan se apni kisi post ya image ko delete kar dete hai. to delete ki gayi post or photo ka link expirew ho jata hai. 

jab hum iske links ko open karte hai to Error 404 Page Not Found show hota hai. Ya fir hum apni site par kisi link ko change karte hai to uska old link expire ho jata hai or broken link bn jata hai. I mean broken links wo expire links hote hai jinhe hum apni site add kiye huye rakhte hai but uski file ko remove kar dete hai. yani website owner ke links change karne se broken links bante hai.




Kyuki hum files ko delete karne ke bad uske links jo dusri post me add hote hai ko remove nahi karte hai. ayse jab visiotrs us link par click karte hai to error show hota hai. bas yahi broken links hote hai. aapko is post me btayi tools me check kar inhi links ko delete karna hai. Jab hum apni site par se kisi post ya files ko remove kar dete hai to uska link broken link ban jata hai or ise open karne par error 404 code show hota hai. Jo search engine or aapke visitors ke liye ke liye useful nahi hote hai. Isliye mai aapko suggest karungi ki aapko ye dead links fix kar dene chahiye.





Yaha mai aapko kuch free online broken links checker bta rahi hu. Jin apr aap apni site ke broken links check kar sakte ho. So agar aapne pichle time me apne blog ya website par se koi post ya images ko remove kiya hai to aapke liye ye post helpful sabit hogi or aap apni site par se broken links remove karna chahenge. Kyuki search engine ayse links ko like nahi karta or aapki site ki ranking search engine me low ho jati hai. Jisse aapko search engine se kam traffic milega.


Agar aapke visitors ko bar bar aapki site par broken links milte hai to wo error 4o4 page not found ki problem  se tank aa kar dubara aapki site par aana pasand nahi karega.

 Kyuki koi bhi broken links ko open kar ke apna time west karna pasand nahi karta hai. To aap abhi in online broken links checker tool se apni site ke broken links delete kar sakte hai. Jisse aapko search engine se adhik traffic mil sake or aapki site ko visitors bhi pasand kare.
Apni website or blog ko SEO friendly banane ke liye broken links ko remove karna bahut jaruri hai. So aap apni site ka search engine optimation karna chahate ho to is post me btaye tarike follow kar sakte ho.




Top 5 Popular Websites Broken Links Checks Karne Ke Liye.


Agar aap WordPress user hai to aap broken link checker plugin use kar sakte ho. jo aapki site ko check kar ke sabhi broken links ke bare me btata chuki hu ki konsa broken link kaha or kis post me hai. Is se aap aasani se apne WordPress blog par se broken link delete kar sakte hai.



(0.1)  W3C Broken-Link-Checker-Tool.


W3c-broken-link-checker


W3C Broken links checker tool website aapko broken links ke sath aapki website par koi problem hogi to uske bare me bhi btayega. bahut si templates me redirection code add hote hai. ye website aapko redirection code ke bare me bhi btayega. Go to W3C Broken Link Checker Tool.


(0.2)  Online Broken Links Checker's.

Online-broken-link-Checker-tool


Free broke Links Checker aapko internal links ke sath external brokenlinks ki bhi details btayega. yani agar aapki site par koi expire external link hoga to ye tool uske bare me bhi aapko btayega. Is website par aapko clear pata chalega ki broken links kis kis post and pages par hai. Iske alawa ye aapko aapki site ki expire images ke bare me bhi jankari dega. Go to Free link Checker.



(0.3)  Dead Broken link Checker.


Dead-link-kaise-check-kare


Dead Links Checker website use karne me bahut hi aasan or simple hai. Ye Website aapko broken links ke title ke sath uske bare me puri jankari deti hai ki ye broken aapki kis post me kaha add hai. Jisse aapko apni site par broken link ka pata lagane me aasani hogi. Go to Dead Broken Links Checker tool.




(0.4)  BLC Broken Links Tester Tool.


Blc-broken-links-tester


BLC Broken link checker ek top VIP professional online dead links checker website hai. Iski tool aapka broken links ki clear jankari deti hai. jisse aap apni site ke broken links easily remove kar sakte ho. Is website par aapko result me aapki site ke googd and bad links ke bare me clear jankari milti hai. Go to BLC Broken Links Checker tool.




(0.5)  Free Broken Link Checker tool.


Free-broken-links-checker


Free Links Checker aapko internal links ke sath external brokenlinks ki bhi details btayega. yani agar aapki site par koi expire external link hoga to ye tool uske bare me bhi aapko btayega. Is website par aapko clear pata chalega ki broken links kis kis post and pages par hai. Iske alawa ye aapko aapki site ki expire images ke bare me bhi jankari dega. Go to Free Broken Links Checker tool.




Broken hyperlinks internet par aapki site ki images kharab karte hai or search engine me aapki site ki ranking ko bhi low kar dete hai. Jisse visitors aapki site par visit karna kam kar dete hai. Agar aapko abhi tak iske bare me pata nahi tha to mai aapko suggest karunga ki aap upar di kisi bhi website par ja kar apni site ke broken links check kare or unhe remove kare. Iske 10 minutes se jyada time nahi lagega. Ye apni website ki traffic badhane or website ko SEO friendly banane ki free or most important advice hai.


Agar aapko lagta hai ki is post ko read krne k bad aapko Website SEO ke bare me new jankari mili hai to abhi apni site ki broken links check karke delete kijiye or ha is post ko social media par share jarur kare.

READ MORE.

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment