How to Erase And Delete Data After Stolen And Lost Mobile In Hindi

 to Erase And Delete Data After Stolen And Lost Mobile In Hindi.
Mobile Phone Chori Hone Se Apne Imported Data Ko Kaise Delete Kare. Ki jankari. agar aap bhi Laptop, Computer, Apple iPhone, Tablet , use Karte Hain to aap ke pass Android mobile bhi hoga jo any time istmal ke Liye hota hai. Mobile phone khone, Gum ya chori hone par humare deemag me ek hi bat hoti hai ki kaise mera  Mobile phone wapis mil sakta hai. Hume phone se jyada phone me add personal data ki fikr hoti hai. But google ne iska bhi solution nikal liya hai.



Aap remotely lost phone device ka data delete kar sakte ho. Yani ab aapke smartphone ka koi bhi data like photo, video, personal documents and all information phone khone ke bad bhi koi use nahi kar sakta. Aayiye jante hai ki kaise stolen phone ka data remotely clear kar sakte hai.

How-to-your-imported-data-after-lost-your-mobile-phone
Dlete Imported Data

So Aap google android device manager ki help se apne phone ki location pata kar sakte hai, phone ko lock kar sakte hai or usme mobile number add kar sakte hai. Google device manager ki helpse hi aap phone ka all data like photos, videos Files and other all personal inforation documents and DatDatab ko delete kar sakte ho.



Mobile Chori hone Par Kya Kare.

Me yaha par apko kuchh point bata rahi hu jisse ap puri tarah se samjh jaoge ki mobile chori ya gum ho jane ke bad kya kya karna chahiye

1. Locate your phone - 
Jab apko pata chale ki apka mobile missing h ap sabse pehle mobile ko locate karne ki kosis kare ap apne android mobile ko kisi bhi other mobile ya computer se locate kar sakte ho bas apke pas mobile me connected gmail id or password hona chahiye

Mobile locate karne ke liye ap google device manager ki help le sakte h iske liye apke mobile ka device administration active rehna chahiye or mobile location on hona chahiye yadi apka mobile kisi or ke hath na laga ho to ap asani se locate kar sakte h


2. Send msg -

Ap device manager se hi ek msg send kar sakte ho jo msg  apko bhejna ho bhej sakte h

3. Erase your all data -
Jab apko lage ki apka mobile ab apko nahi mil payega to ap apne mobile ka sabhi data erase kar de isse vo mobile kisi kam nahi rahega ap sabhi data ko erase kar de

4. Band your SIM -
Ap sim ko band kara de jis company ka apko sim h uske customer care me call kar ke ap apne sim ki out going calls band kara de yadi kisi ko apka mobile mil bhi jaye to vo kisi ko call nahi kar payega apke no. Se

5. FRI -
Apna mobile chori hone ki report apne najdiki police station me fori kare and ek copy apne pas rakhe jisse ap sim ko renew ya ban krwa sakte hon.



How to Delete All Data After Lost Your Android Phone in Hindi.

Mobile Chori, Gum Hone Ya Khone Ke Bad Uska All Data Kaise Delete kare: Aap computer ya kisi other device ki help se help se google android device manager par ja kar pane smartphone ka all data delete kar sakte ho. Bas aapko ye step follow karne hai.


Step 1 :   First Go To google Android Device Manager par jaye.
Ab thodi der me google aapke phone ko track kar lega.

Step 2 : Google ke phone trace karne ke apne phone ka model check kar le.
Ab Ring, Lock and Erase me se Erase par click are.

Mobile-chori-hone-kaise bacna

Step 3:

  1. Ab ek popup page open hoga jisme google aapse device ko factory reset karne ke liye kahega.
  2. Yaha aap dek hsakte hai ki google aapke android phone ko reset kar dega jisse aapke phone ke apps, photos, music and settings sabkuch delete ho jayega.
  3. Finally Erase par click kare.





So Is tarah se aap google android device maanger ki help se apne khoye huye android phone ko factory reset karke usme add all data photos, videos, movies, songs, music, phone settings, all application sab kuch remotely delete kar sakte hai.

Agar aapka phone offline hai ya fir switch off hai to shayad uska data delete nahi ho payega but don’t worry aapke pas 2 option or hai. Ek aap phone ki location pata kar sakte hai. Second aap apne lost mobile ko lock kar usme apne mobile number add kar sakte hai. Isse user jab bhi phone ko charge kar open karega to uske pas aapko call karne ke siwa koi or option nahi hoga.

Finally, i hope is post me aapko helpful jankari mili hogi, agar aapko ye post achhi lage to ise social media par apne friends ke sath share jarur kare.

YE BHI PADHE :

Google Drive Kya Hai gooGoo drive Kaise use Kare.

WhatsApp Par password Kaise lagaye whatssap secret tips.

Facebook Stylish Name List 2019 For Boys And Girls.

Facebook Messenger Par khud Ko unblock Kaise Kare.

Android Mobile Kisi ko bhi emails Aur files Kaise send Kare.

BITCOIN Kaise Banaye Bitcoin Kamane ka secret aue easy tarika


Post a Comment

Discussion.
Post a Comment