Solve Google Adsense Approval Mistake: AdSense Se Approval Kaise Le.

Low value content error in google adsense account in this article i will guide you how to get approval for google Adsense.

Solve-Google-Adsense-Approvel-Mistake-And-Get-Adsense-First-Approved


Google Adsense Account Approve Kaise Karwaye. Agar aap ke paas pehle se hai to Google AdSense Account Login per click Kar ke login kar sakte hain. Google Adsense Approve Karwane ke secret Tarike.ye bhi read kare Google Adsense Account Kaise banaye. Google Adsense se paise Kaise kamaye. Ye Sab question newbie blogger ke hote ha.

But kafi New blogger jo online internet Se paise kamane Ke liye Blogging Field me ate hain but adsense account par aa kar stop kar dete hain.

So agar aap ko nahin pata ke Google AdSense Ka Account Kaise Banate hain to niche wale link par click kar ke aap new AdSense Account Create kar sakte hain.


Aisa kiyon bar bar adsense aap ki request reject kare ga sath me aap ki site me no isues hain wo bhi bataye ga. LIKE Low Value Content, policy issues and much more

ADSENSE APPROVAL lene ka aap ne soch liya hai to to sab se pehle aap AdSense Approval Eligibility Check kare.

Un ko solve karke Again Approval ke submit kr de 2nd na sahi 3rd bar to aap kamyab ho hi jao ge. Note NO COPYRIGHT METERIALS

Low Value Content Error AdSense Approval Mistake.

To friends hume life me success pane ke liye kuch na kuch karna padhta ha  Online Internet Se  jab bhi paise Kamane ka kheyal ata ha to Google AdSense ka first sochna padhta ha google AdSense ko chordh kar hum sochen ke blogging Se paise kamain to hum blogging field me kabhi bhi success Nahi pa sakte. Kiyon ke google hi.main company hai jo all world ko payment de rahi hai.

Google Adsense Account Approve kiyon  Nahi Hota main aap ko some steps se guide karta hun agar aap ne mere in steps ko follow kar ke online blogging work start Kya to aap bhut jaldi successful blogger ki name list me ao ge.

To chalye jante hain in steps ke bare main jihen Adsense acount approve Karwane me hum ignore karte hain.

Big Mistake Dont ignore: Google Adsense Account Approve Kaise Karwaye.

1.Read Google Adsense Program Policy Carefully.

Google AdSense  ki Privacy Policy bhi read kare jis se apko all information mile gi google adsense kis cheez ko allow karta hai aur kis ko nahi Sub se important baat ye ke koi bhi Published Article apne blogger blog mein kahi se copy kar ke publish na kare , aur na hi chat gpt se likhwaya gya ho chat gpt ai ye webs apko dosri website se articles ke paragraphs utha ke deti hain in chezon ko ignore kare warna kabhi bhi apka adsense account approve nahi ho ga.

2.  Dont Upload Copied Images From Google:

Blog ki post mein jo images hum use karte hein wo bilkul bhi google se copy kar ke apne blog pe uload na kare so images khud ki bnai hui hon aur apki site ka credit bhi image me diya gya ho.

3 .    Write SEO Optimized Real Article :


Adsense approval ke lye blog pe 45 se 50 best articles hone chahye aur har article minimum 1200 words ka aik article ho koshish kare zyada se zayda words ka article ho aur extra words use na kare, aapke article plagiarism free hone chaye article ka copyright check karne ke liye aap is tool ka use kar sakte hain Plagiarism checker khud apne hath se likh lene hain aap ne articles.

Blogger template mobile friendly ho aur fast loading and Adsense ready hona chahye. Mera kehna mano to premium theme hi use kare apko google par premium theme free mill jaingi searching se.

4.    Don't Use Extra Images And Videos :

Website Ko Monitize Kaise Kare

Blog post me only zarori images hi use karein extra images use karne se blog ki loading speed time bhi zayada hota hai aur adsense approve hone mein bhi problem hoti hein.

Same videos upload karne me bhi loading speed kam hoti ha.

5.    Info For All Your Blog Data:

Aap jo bhi post karte hein apko uss ki poori information honi chahye agar apko poori info nahi ho gi to ap apne blog visitors ko theek jawab nahi de pao ge jis se log apki blog pe ana band kar de ge.

don't visit your website adsense bhi approve nahi ho ga first approval se google adsense apke pageview vistor par ghaoor karta ha agar aap ke blog par 500 daily pageview hain to adsense instant approved ho ga but work copy right ni hona chaye .

6.  Paid visitor . Dont Buy Traffic For AdSense.

Agar aap kisi jagha se visitors ko payment dete hein aur bolte hein keh wo apki Blog website ko daily visit kare to aisa bilkul bhi na kare, dont use software traffic so aap ke blog par real visitors hone chahye google and other search engine se.

7.  Submit Blog To Google, Yahoo Bing, Yandex, MSN, Webmaster Tool.

Blog ko Google Yahoo Bing yandex in VIP search engines se lazmi connect kare agar abhi tak ise ignore kar rahe hain to ye post READ kare.

● Blog Website ko Google se kaise jode Add kare.

● Blog Yahoo Bing Webmaster tools Me Kaise Add Kare.

● Blog ko Yandex Webmaster Tools Me kaise Submit Kare.

8.  Submit Sitemap to webmaster tools.
Blog ke lye google sitemap buhat zarori hai ye aap ke Sab blog data ko google search engine tak ponchata ha so is ko bhi ignore na kare.

Agar aap ne abhi tak Sitemap submit Nahi Kya aur aap bahi jante ke Blogger Sitemap Kya Hai Aur Blog Ke Liye Sitemap Kese Bnaye to ye Article READ kare.

● Blog ke liye sitemap kaise banaye ? aur kaise submit kare.

9. Per day visitors for Adsense approval.
Adsense approval ke lye minimum daily visitors 300 zaror hone chahye and blog par Custom Domain laga hona chahye So agar aap blog ko custom domain Se connect Nahi kar skate to .tk freenom se use kare capacity hone pe godaddy se New domain buy karle agar aap in rules ko follow karte hain to blogspot per bhi approved ho jaega.

10. Domain age .
Blog ko 6 month old hona zarori nahi hai agar aap ke blog par Custom Domain Used ha so agar aap blogger blog blogspot.com per approval le rahe to old blog per work kare.

11.  Zroori Pages .
Adsense approve karne ke lye About,Contact Us,Privacy Policy disclaimer sitemap jaise pages ka add hona zarori hai because adsense in pages ko buhat pasand karta hai aur in pages ke bina apko kabhi bhi adsense approval nahi mill sakta .

 Apke blog ka language adsense supported ho jo ap iss link mein dekh sakte hein agar aap hinglish language use karte hain blog par to Addsense account create karte time Hindi Language select kare. baki aap best jante ho apki language konsi hai 😊
So kaisi lagi ye about adsense account approval post agar kisi ko adsense approval me koi issue aa raha hai to aap is post ke niche comment box me poch sakte hain apki help ki jaegi.

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment