Explained: Pinterest Par Pin Kaise Create Kare.

aap ne pinterest par account bana liya hai to 📌 pin bhi create kare post dale pin photo lagaye aur traffic badhaye pinterest par PIN kaise create kar

 

Agar aap ne pinterest par account bana liya hai to 📌 pin bhi create kare post dale pin photo lagaye aur traffic badhaye pinterest par PIN kaise create karte hein uska tarika batane wala hu aap easily apne business ke liye top title pins genrate kar sakte hein.

pinterest-pin-creation-guide


How To Create PIN On Pinterest In Hindi

pintrest par pin create karna bhut easy hai is platform par Million ke hisab se traffic generate hoti hai hum pin laga kar apni website ki traffic increase kar sakte hein, Pinterest par pin kaise lagaye .

  1. Go to pinterest website  
  2. press on plus + icon show front on right side,
  3. ab aap ke samne half popup window show hogi waha Board par press karna hai. ab aap ko me pinterest board ke bare me bhi explain kar deta hu , board label ke maqsad ke liye use hota hai jaise hum blog me category use karte hein aap apni post category ke hisaab se board create kr lo.
  4. aap apne pinterest board ko share kar ke unlimited pinterest flowers bhi generate kar sakte hein .
  5. Website apni website ka url add kare 
  6. Board discription pinter board ko edit kar ke again uski discription bhi add karni aur next  pic bhi select kare.
  7. bilkul seo optimize pin cteate karni uske bad done par press kar ke pin ko publix kar dena hai . 😛😀

Pinterest post SEO

pinterest domain ko google apne search rank me easily catch karta hai, is liye kafi dafa hmari post search engine me search karne pintrest par pin post first number par rank kar rahi hoti hai bas yehi Pinterest SEO technic hai,
  1. Add website url
  2. catchy pin title 
  3. top catching photos for unlimited pins on pinterest and bost your traffic 1 million 😀
  4. Add title with trending keywords ✔️
  5. update again your pin post on your blog website and add trending keywords.
aap ka agar business plan hai to aap pintrest ko apna partner samjh kar visit kiya kare bhut se blogger pinterest par pins create kar ke millions ke hisaab se website par traffic generate kar rahe hein, 

comment me apni raye diya kare.



in this Website SEO Earn Money Online Google Adsense, Gardening Facebook Tips Tricks Meaning in urdu Trending Movies News Health care Beauty fitness Social media Fashion Shayari Lifestyle Blogging Te…

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment