IMEI Number Se Mobile Ka Pata Lagana.

yes here guide is IMEI number se mobile ka pata lagana bhut easy hai follow the article, IMEI number se mobile ka pata lagane ka tarika

IMEI number se Mobile ka pata lagana.

Hello welcome urdu mein help, IMEI number se mobile ka pata lagane ka tarika is article me share kare ge. apka Phone kahi kho gya hai gum ho gya "Chori" ho gya hai, no preblem. Toh aap apne Phone IMEI Number ko Galat use hone se kaise bacha sakte hai Or IMEI Se Phone Ka pata lagana. As well Agar kisi Android User ka Smartphone kahi gum gaya hai to uska IMEI Number pata karna chahte hai.

imei-number-se-mobile-ka-pata-lagana.



Hamare bahut se dost aise hai jinko IMEI Number ke bare me janakri nahi hai. To mai apko sabse pahle IMEI Number ke bare me information deta hu. Jisse apko ye pta chal jayega ki IMEI Number apke liye Kitna Important hota hai. so Agar apko IMEI Number koi aur Use kar rahe hain. To apko kya Problems face karni parh sakti hain 


Mobile Phone Se Delete Photo Or Data Kaise Recover Kare.


What is IMEI Number.

IMEI Number Kya Hota hai ye bhi jan lijiye IMEI Number "International Mobile Equipment Identity"ek 16 to 17 digit ka Unique imei code hota hai. Jo har ek Smartphone ke liye alag-alag aur Unique hota hai.


 Agar apke Phone me Removable Battery hai. Toh aap apne Phone ke Battery ko Nikal kar apne Phone ka IMEI Number dekh sakte hai. But agar apke Phone me Non-Removable Battery hai. Toh aap apne Smartphone me ” *#06# “ dial karke. Apne Phone ka IMEI Number check kar sakte hain. 😛


Read : PUBG mobile hack kaise kare.

RooT kya hai, Phone ko root kaise kare.


IMEI Numbers Mobile Fair USE .

imei number ke ghalat use hone se bhut see Problem generates ho sakte hai?. Dosto agar apke Smartphone chori ho gya. Ya apka Phone kahi kho gaya hai. Toh aise me agar aapne Phone Customer Care ya Police Station me Complaint karke. Apne IMEI Number ko Block nahi karaya hai. Aur apke Phone IMEI Number ka galat use ho raha hai.


 So iske liye apko Jail ho sakta hai. Ya fir apko Fine bharan pad sakta hai. As well as aap isse bade Problem me bhi thok sakte hai 😂🐸

so Agar apka Mobile Phone kahi gum ho gaya hai. Aur apke Pass Phone se Related kuch Bhi nahi hai. Jisse apke Phone ke IMEI number milne ka chance ho. Jaise ki Phone Box, Bill, Charger etc. Toh aap neeche diye gaye Android Phone trick se apne Phone ka IMEI pta kar sakte hai.


IMEI Number Se Mobile Ka Pata Lagana.

Suppose apka Phone Kahi gum ho gya kho gya ho . Jisme apka bahut se Important data tha aur apka Phone bhi Costly tha. 😱 To iske liye jab aap Police Station me apne Phone ke liye Complaint karne jayenge. To Police Management Team apse apke Phone Track karne ke liye. Apke Phone ka IMEI Number Required hoga so aise me agar apko 

" Google Tracking Service."

 ke bare me pta hai. Toh aap apne khoye Huye Phone ka IMEI Number pta kar sakte hai. Agar apko apne Khoye Lost Smartphone ka IMEI pta karna hai. Toh apke pass ek PC hona chahiye jisme Internet ka connection ho.

So first of all aap apne PC me Google Chrome Browser Open kare. Aur Chrome Browser me “google.com/Setting/Dashboard” Search karna hoga. Agar apko Search karne me problem ho raha hai. Toh aap Link se Direct Google Dashboard Login par ja sakte hai.


  1. Jaise hi Google Setting ke Dashboard Open hoker ayega. Uske apke Gmail Account se Related apko sari Information dikhega.
  2. Yaha par apko “Android option” par click karna hai. Jaise hi aap Android par click karenge. Apke Phone ka IMEI Number apke samne Open hoker aajayega. Aap usse Note karke apne Phone ko Track kar sakte hai.
  3. As well as Iske sath apko ye bhi pta chal jayega. Ki apne apne Gmail Id ka use kis-kis Smartphone me aur kis kis sim  SIM ke sath kya hai.

Conclusion: 🐸

Dosto shayad apko ye jankar hairani ho ki Google apke sare Information ko chupke se save karta rahta hai. But Google Service ki sabse acchi baat ye hai wo kisi bhi Information ko apne Database me nahi. Apke Gmail Account me hi save karte hai. Jisme se ek Information ke bare me maine apko bta diya hai. 🐻

read. Ghar baithe 30,000 mahina kamane ka tarkia in pakistan.


in this Website SEO Earn Money Online Google Adsense, Gardening Facebook Tips Tricks Meaning in urdu Trending Movies News Health care Beauty fitness Social media Fashion Shayari Lifestyle Blogging Te…

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment