20 Tarike Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Kaise Laye 2023

apni website aur blog ki traffic kaise badhaye. 2023 website par traffic kaise laye. website par traffic bdhane ke 20 tarike. how to increase traffic.
Secret Tips to Blog Ki Traffic kaise Badhaye. Website Par Traffic Badhane Ke Tarike in Urdu Hindi. Online field mein Traffic har website owner, blogger ke liye bhut important hoti hai. aap bhi in steps ko follow kar ke blog ki traffic badhaye. 

agar aap in me se 1 hai to aapko pata hoga ki hum apne blog ki traffic badhane ke liye kya kuch nahi karte. social network, friends and other blog par comments kare hai.

Sharing kari hai. I mean humara 45% time blog ki traffic badhane ke liye west hota hai. 

is post me hum blog ki traffic drive karne ke kuch important ways ke bare me janenge. jinki help se 100% blog ki traffic badhaye ja sakti hai  to is post ko full read karna agar kuch hasil kana hai to aap ki soch hai blog par traffic kaise laye. kaise badhaye kaise badhate hain. mazeed jante hain.



blog-ki-traffic-kaise-badhaye-blog-par-traffic-kaise-badhaye

Jab maine blogging start ki to mujhe ek best blogger se pata chala ki post likhne ka tarika acha hoga to public aapko apne aap search karegi. mai uski is bat se 100% agree hun. actully blog ki traffic humare talents par sabse jada depend karta hai. 


Humari post likhne ki style jitni best hogi log hume utna jada like karenge aur visit karna chahenge. ye post bhi padho is me secret way bataye howe hain.



In sab se hatke important point ki blog traffic increase karna only blogger ke talent par depend nahi hai. balki hume kuch ayse tarike bhi follow karne chahiye. jisse humare bare me un logo ko bhi pata chale jo search karna kam pasand karte hai. 


ya jinko search karne ka idea ni hota blogger ke talend ke bad dusra sabse bada way social network hai. jis par hum apne friens and friend's friens ke sath apne aapko highlights kar sakte hai. yakeen maniye aap me kuch acha hoga to log aapko zarur like karenge.



Website Ki Traffic Kaise Check Kare

Agar aap ko nahi pata website ki traffic Kaise Check Kare to koi bat ni. me apko ye bhi btao ga ke blogging me kisi ki income kitni hai kaise dekh. 


aksar logo ke dilo me kheyal hota hai. how to check traffic on website for free. how to check traffic on my website. yes free me aap apni aur kisi ki traffic aur income ki reports bhi le sakte ho.


ye sab hum website traffic chacker tools ki help se dekh sakte hain free me. to pehle ye jan lete hain ke apni ya kisi ki website ki traffic kaise check kare. is ke liye aap ko 1 website pe jana hoga waise to traffic checker tools bhut hain


google pe jin me se kuch me pehle account banana pardhta hai. is me aap ko Ubersugest tool ko recommend kron ga is me bina account bane website traffic ki details de deta hai. go to Ubersuggest tool.

website-ki-traffic-kaise-check-kare


20 Tarike Apni Blog Website Ki Traffic Kaise Badhaye.

Apni website ki traffic kaise Badhate hain. Is article mein hum bat karenge aise ways ke bare me jinke bare me new blogger ko shayad hi jankari ho. 


I hope old blogger ke liye bhi ye important tips helpful ho sakti hai. agar aap mujhse aik Word me blog ki traffic drive karne ka jawab sunna chahe to mera jawab hai "Social Networking" kyuki social media par ayse log bahut jada hote hai jo sirf facebook ,twitter, whatsapp tak hi rehte hain.


Or unhi par apna career banane ka sapna dekhte rehte hai. in your case aapke blogging dusre topic par hone se social media se kitna traffic milega.


 ye aapki social network field par depend karta hai. to chaliye aage bat karte hai blog ki traffic badhane ke 50 best tariko ke bare mein.



1. Blogger Talents

Blog ki traffic badhane me blog owners ka talents kitna important hai. mai aapko iske bare me upar pahle se bta chuka hu. ye no.1 way hai. agar aap isme 75% bhi successful hai to aap ek din success blogger ban sakte ho.



2. Guest Posted

Guest post aik acha way's hai blog ki traffic badhane ka, isse aapko unlimited backlinks bhi milte hai sath hi logo se aapki pahchan badhegi. 


aap kisi success blogger ke blog par apni site ke bare me guest post kar sakte hai. ye ek bahut hi acha idea hai. jisse ek sath kei sirhiyan chardne ka acha mauka milta hai.



2. Content Quality's

Article aysa hona chahiye jisse audiense ko lage ki aap 1 ache successful ideal ho. jis se audiense aapke nakshe kadam par chalna chahe. uske andar aapke jaisa banna ki khawish paida ho. 


use lage ki aap behtar ho, logo se alag ho. aapko follow karna visitors pasand karne lage. iske liye aap post ko is type se likhe ki jaise aap aamne samne audiense se bat cheet kar rahe ho.



4. Search engines add links in this paragraph.

Google LLC persent me sabse jada popular search engine hai. lagbhag 95% peoples google par search karte hai. 


agar aap google search engine se apni website ko submit karne me success hote hai to akela google aapko 50% traffic drive kar ke dega.


 Apni site ka SEO Optimize ke liye humari site ki baki SEO se related content pade. Google, bing, yahoo, yandex, ask and other search engine se site ko submit karne ke liye yaha click kare.

 So Agar aap WordPress user hai to yoast seo plugin use kare.



5. Comments on Other Blog Websites

Commenting 1 free tarika hai backlinks banane ka agar aap dusre blog par achi comment karte hai to us site ko aapka backlinks zarur milega.


6. List Post

"top 5" "top 10" "top 20" "top 100" post list ki post share kare. yani apne blog ki weekly, monthly, yearly posts ki list bana kar share kare jisse aapke visitors ko sari jankari ek jagah mil jaye. apne blog ki old posts ko visitors tak pahuchane ka ye sabse acha or best tarika hai.



7. Wrights Related Articles

40-50 days mein aysi post share kare jisme kisi ek subject par articles ki list ho, jaise aap blogging par post karte ho to some long time tak blogging se related posts ki list publish kare. isse new blogger ko aapki site ki sabhi post ek jagah search karne me aasani hogi.



8. Link Post to Post

New post likhte time post me related link zaroor add kare. jisse audiense aapki site ki dusri posts bhi pad sake. isse user ye soch kar bhi post ko open karta hai ki isme mere kaam ki koi other post bhi mil sakti hai. 


In this field har success blogger is tips ko follow karte hai. in my case aap meri sabhi posts me other post ka link dekh sakte ho jo mene linking kar rakhe hain.



9. Useful Traffic tips

Kisi bhi topic par post karte ho isse fark nahi padta, "Blog ki traffic kaise badhaye" ye question new blogger sabse jada 🔎 engine me search karte hai.


So aap apne blog par blog ki traffic badhane se related article share kare. in my case maine ek bar blog ki traffic se related ek choti si post ki thi use ek day me itne views mile jitne mere ghanto mehanat se likhi posts par bhi nahi milte.



10. Start Emailing Service's

Old visitors ko fir se site par invite karne ka sabse acha tarika hai email marketing isse aapki new post ki notification old user tak email ke zariye bhej di jati hai.


And wo fir se aapki site par aa jate hai. email delivery me Feedburner free or sabse better service deta tha ab isko off kar diya gya hai next time me isko open kar diya jae ga aap is se related or company bhi choeso kar sakte hain.



11. Add image in posts

Media blog ki traffic badhane me 50% help karta hai. blog ki har post me 1-2 images ka use zaroor kare. 


search engine images ko post se bhi jada support karte hai. post me photos add karte time photo ka name or description jarur add kare. jise alt ka name diya gya hai jisse search engine samajh sake ki image kis ke bare me hai. 



12. Create Blog Pages

Blog ke name se facebook, google plus, twitter par pages banaye or new post us par daily share kare. isse social media par active log aapki site par aa sakte hai. sath hi unhe aapki new post ki jankari bhi page ke throw milti rahegi.


13. Create Videos

Blog ki post ke bare me details se bta kar video banaye or use blog post me add kare. jisse video ke throw audience aapko follow kar sake. agar aap ik YouTuber hain or daily base per video par video upload karte hain to apko 70% traffic YouTube se drive ho raha hoga.



14 Social Share Button in website

Blog ki har post ke niche Social share button add kare. ye me pehle bata chuka hu, isse visitors ko aapki post pasand aayegi to we post ko social media par share kar sakte hai. ye tricks bahut important hai. agar aap ise ignore karte ho aapko social media se aane wale visitors me se 30% visitors ko bhulana padega.



15. Flating Share Buttons

Blog ki left ya right side me floating share button add kare. ye post ke niche share button se jada better hai. post padte time visitors ki nazar me rahta hai.



16. Req to Sharing

Post ke end me visitors se post ko share karne ke liye kahe. agar visitors aaki post achi lagegi to wo aapki help jarur karenge. sath hi post me apni social id ka link bhi add kare jisse user aapko social media par bhi follow kar sake.



17. Create About Auther 📄

website par apne bare me details se btaya hua page banaye. isse visitors aapse impress honge. unhe aapke bare me jankar ye ahsas rahega ki wo kis ki post padte hai. or aap kis bare me unki help kar rahe hai or aage bhi karne wale hai.



18. Advertise Your Blog to Google Adwords

Aap apne blog ki traffic badhane ke liye pay kar sakte hai to google adwords par apni site ka ads bana kar apni site ka promotion kara sakte hai. ye paid service hai but jaldi traffic badhane me help karta hai. uske liye aap aap ye post padho ⬇️

Google AdWords kya hai website ke liye kyu zaroi hai.


19.  Advertise Your Blogs on Facebook

adwords ki tarah hi aap facebook par bhi apni site ka ads dikha sakte hai. but ye bhi adwords ki tarah paid service hai.


aapko facebook par ads dikhane ke liye payments karna padega jisse apke page likes bhi BHI ncreasee honge aur social traffic bhi aye gi.



20.  Advertise Your Blogs on Local TV News Channels

So agar aapke aas pas koi local TV channel hai to aap us par bhi apni site ka ads de kar promotion kar sakte hai. iske liye aapko apne blog par 200-500 post published karni hogi. iske bad hi kisi channel par apne blog ka ads de.


Ye trick mujhe aapko pahle hi apke sath share kar deni chahiye thi. kyuki har koi fast loading site ko pasand karta hai. site ki speed slow hogi to koi bhi aapki site par aana pasand nahi karega. 


So blog me fast loading template hi use kare. blog ki better loading speed 5 second se kam honi chahiye isko google bhi like karta hai 

I hope aapko ye article pasand aaya hoga. agar aapke pas bhi blog ki traffic badhane ki koi or tips tricks hai to comment me btaye ya mujhe Contact Forum me message send kare. 


agar aap bhi humari help karna chahe to is post ko share kare or humari new post ki jankari ke liye hume Facebook, Twitter, Google Plus, Youtube par bhi follow kare.


READ MORE: Google adsense ads placement Kaise Kare.

Google Adsense Content Policy Violation in urdu hindi.



in this Website SEO Earn Money Online Google Adsense, Gardening Facebook Tips Tricks Meaning in urdu Trending Movies News Health care Beauty fitness Social media Fashion Shayari Lifestyle Blogging Te…

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment