Alexa Rank: 10 Secret Tips Alexa Rank Kya Hai Kaise Badhaye

here guide is about alexa rank kya hai kaise badhaye. alexa rank kaise improve kare 10 tips. alexa rank kaise banta hai full guide in Hindi, urdu.

10 Tips Website Ki Alexa Rank Kaise Improve Kare.

Alexa rank improve karna website blog ke liye bhut important hoti hai. aapki sites ki alexa rank achi hogi to 80% audience aapki website par alexa rank dekh kar visit karna chahenge. isliye website owners or blogger Alexa rank increase karne ke liye bahut sari tips tricks azmatey hai. jinme se kuch most important tricks hoti hai unko follow karke aap apne blog ki alexa rank improve kar sakte ho.

Alexa rank aapke blog ki commercial value badhata hai. or ye to aap jante hai ki website ya blog ke liye commercial value kitni zaruri hoti hai. aapki site ki value jitni zyada hogi. aap AdSense advertisment par aapki CPC utni zyada hogi. To mzeed jante hain alexa rank kia hai kaise badhaye. 

 
alexa-rank-kaise-improve-kare


Agar aap chahte ho ke aapki website ya blog ki alexa rank top par ho or aap AdSense se achi income karo to aap is post me btayi hoi tricks try kar sakte ho. isse pahle bhi mai alexa rank ke bare me kei post kar chuka hu.

 so agar aap apne blog se jyada se jyada paise kamana chahate ho to pahle apne blog ki alexa rank badhaye. i promise aapki Google AdSense se hi achi kamayi hogi.

So Alexa rank ko Amazon ne 1996 mein launch kiya tha. iska work hai website blog ki analytics reports show karna ke websites kaha kitni Popular hain. Is ke free or pro plan bhi hain ye kisi bhi website ke ranked keywords ko bhi show karti hai, meaning website ki totally details jo aap chahte hein wo alexa aap ko provide kryi hai. 🐸

Website Ka Alexa Rank  Kaise Banta Hai.

ye bhi jaan lete hain ke alexa rank kaise banta hai, Alexa rank blog ki traffic per day, pageviews, social media per activity, website contents, new post updates, social sharings, guest postings, comments and backlinks par depend karti hai. meaning aapki website par jitna zyada traffic hoga, jitni Jada comments aayenge jitne Jada log aapki site ko share karenge utni achi alexa rank increase hogi.

10 Tips Website Ki Alexa Rank Kaise Increase Kare.

urdu mein help par aapko alexa rank improve karne ke kuch best ways ke bare me bta raha hu. jinhe follow karke aap apne blog ki alexa rank ko or Jada better se best kar sakte ho. 

NO 1:Claim Your Sites To Alexa.

First apni site ko alexa me submit kare. apni site ko alexa se submit karne ke liye aap humari Alexa Rank Blog Me Kaise Submit Kare post follow kar sakte ho.


NO 2: Work With Best Search Engine Optimization. 

 So blog ya website ki alexa rank badhane ka sabse acha tarika ye hai ki aapki site ki post behtar SEO ko follow kar ke type ki gayi ho. aapki 1 SEO Optimized Article aapki site ko 9k alexa rank top par la sakti hai. So better SEO kya hota hai Black Hat SEO Vs White Hat SEO Kya Hota Hai post me iske bare me vistar se btaya gya hai. aap agar best post likhna chahate ho to ek bar is post ko zarur read kar le.


NO 3: Social Media Sharing:

Jab bhi aap new article publish karte ho to post ko social media par share zarur kare. becoz aap ek post me ghanto time lagate ho to 5 minute de kar post bhi share kar sakte ho. alexa rank social media activity par bhi depend karta hai so ye kaam bhi zroor kia kare 🐸 .


NO 4:Create Your Sites Pages:

apni site ke liye facebook, google plus par page banaye or us par continue apne new post share kare. isse aapko visitors bhi milenge. backlinks bhi milega. or aapki site ki alexa rank bhi better hogi.



NO 5:Guest Postings:

Apne blog par guest postings start kare or dusre blog par bhi guest post zaroor share kare. is se aapko dusre blogs se back links milenge. or jab aapki site ko backlinks milenge to aapki site ki ranking bhi badhegi. aap chahe to urdumeinhelp par bhi guest post kar sakte hain. 

NO 6: Fresh and Clear Article.

Article likhte time post me kisi topic per badha chadha ker content nahi dale. sirf utni bat likhe jo apko lagta ho ye zarori hai or post me di gayi information clear ho jisse aapke visitors post ko aasani se samajh sake. isse aapki website ki bounce rate aur badhegi.


NO 7: Comments On Other Blogs.

Apne blog website se related other blogs par comments karke unse ache relationship banaye rakhe isse aapki site ki value badhegi. or sath hi aapko zada traffic bhi milega. lagbhag har success blogger aysa karte hai. commenting blog ke liye backlinks kamane ka sabse acha or free tarika hai so aap bhi is chez per dheyan dijiye. 🐻🐸 

  
NO 8: Add Alexa Widget To Blog Website 

Apnea blog me alexa rank gadget add kare. blog ki alexa ranking badhane ki ye ek free or easy tip hai. main iske bare me Blog Me Alexa Ranking Widget Kaise Add Kare post me details se styep by step samajhaya hai. aap ek bar is post ko pad le. uske bad fir se is post par aa jaye.


NO 9: Daily Contents Update.

So aapke blog par jitni new or sabse hat ke jankari hogi. aapke blog ki alexa rank utni achi hogi. agar aap 5 aisi post likhte ho jo pahle se internet par hai or 1 aesi post likhte ho jo pahle se internet par nahi hai to alexa rank increase karne mein wo ek post aapki pahle se mojud 5 post se Jada achi helpful hogi.


NO 10: Add Alexa Toolbar To Your Browser.

Browser me alexa toolbar install kare. ye bhi aapki website ko trace or update karne me help karti hai. alexa toolbar aapki sites ko best position me lane me aapki help full karegi. apne sath hi apne dosto ko bhi browser me alexa toolbar add karne ka kahe.


No 11: Type Article On Alexa.
aap Apni site ki alexa rank increase karne ke liye website par alexa rank per article likhe. jise alexa sabse jyada pasand karta hai. So By the way is post me maine aapko alexa rank improve karne ke jo tarike betaye hai. wo sab best tariko mein se hai. mai ek bar fir repeat karta hu ki blog ke liye alexa rank better hona bahut hi zaruri hai. isliye is message ko ignore na kare. 

or apni site ki ranking badhane ki koshish kare. inme se blog me alexa widget or browser me alexa toolbar add karne me aapko jyada mehanat nahi karni hai. samajh lijiye ye aapko free tohfa hai Alexa ki taraf se.




in this Website SEO Earn Money Online Google Adsense, Gardening Facebook Tips Tricks Meaning in urdu Trending Movies News Health care Beauty fitness Social media Fashion Shayari Lifestyle Blogging Te…

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment