Google AdWords Kya Hai Ye Apps And Website Ke Liye Kyu Zaruri Hota Hai.

Google AdWords kya hai, kya hota hai google AdWords tutorial google AdWords ka upyog likhiye, Google adword keyword planner tools, kya hai ye website

Google AdWords Kya Hota Hai, Or Apps & Website Ke Liye Kyu Zaruri Hota Hai.

Mujhe dost ne bola Google AdWords ka upyog likhiye, Hello Readers Adwords google ki ek bahut hi badhiya Google ki service hai. Jo Google Search Engine me hamari website ke ads show karti hai. Agar koi apni website ko google par share karna chahe to mai recommend kron ga ki wo google adwords ki service use kare ye sab ads run karne ke liye best hai. 

Website ko adwords se connect karne ke bad jab bhi koi aapki site se related jankari search karta hai to google right side me aapki site ke ads dikhata hai ialiye aaiye adwords ke bare me ziyada jante hai. 📗


google-adwords-kya-hai-website-ke-liye-kyu-zrori-hota-hai

Google Adwords Kya Hai?

adwords kya hota hai Jaise Ke oper paragraph me bataya hai Google ki yeh services humari website ke ads ko right logo tak pahuchane ka kam karti hai. meaning jab koi google par aapki site se related koi jankari ya keywords Type kar ke search karta hai to adwords google ke right side me ya first page me aapki site ke ads show karta hai.

Iska bhut benefit hai ki apni site ki traffic badhane me google adwors aapki help karta hai. agar aap google adsense ka use karte Hein to Website par traffic bhut zyada important hoti hai zyada earnings ke liye. To aap samajh gaye honge ki google adwords aapki site ke ads google 🔍 engine me dikhane ka kaam karta hai.

Website Ke Liye Google Adwords Kyo Zaruri Hota Hai?

 Aap apni site par traffic badhana chahate hai or apni site ka promotion karna chahata ho to adwords iske liye bahut achha hai or main bhi aapko yahi kahunga ki aap google adwors service use kare website par ziyada traffic lane ke liye.


So kyuki adwords site ki traffic badhane ke best tariko me se ek hai. Ye aapki site ke ads related site par show karega. Jisse aapko or adhik traffic milega. Aap samajh rahe honge ki me kya kahe raha hu aksar loog facebook se traffic buy karte hain jo google adsense ke thek ni hoti.

 Fake traffic buy kr lete hain jis aur adsense usko invalid click ka name deta hai ki waja se google adsense ka account disabled ho jata hai agar aapko website ke liye traffic chaye to aap Google AdWords ka hi use kare is se aapko nuqsan ni hoga.

Google Adwords Service Work Kaise Karti Hai.

google-adwords-kya-hota-hai


Google adwors se site ko connect karne ke bad jab koi visiters aapki site se related jankari google par search karta hai to google ke right side me adwors aapki site ke ads show karta hai. Upar photo me aap adwords ke ads ko dekh sakte hai.
 

Agar aap koi products use kar sakte hai to adwords aapke bhut kaam ka hai kyuki search karne par ap ka ads hi show ho ga aur aapki product sell hongi.

Urdu Mein Help par traffic badhane se related bahut post hai aap wo bhi padh sakte hai. Aapko details se jankari milegi.

Agar aapko apne website blog par traffic badhana hai to aap hamari ye post padhiye Website Ki Traffic Kaise Badhaye – Blog Ki Traffic Kaise Badhaye is post me aapko traffic increase karne ki badhiya or helpfully jankari milegi.

Sath hi agar aapne abhi tak apni website nahi banai hai to aap ye post padhiye Free Website Blog Kaise Banaye is post me aapko free website blog banane ki puri jankari milegi.

I hope aapko google adwords kya post achhi lagi hogi agar lagi hai to ise social media par apne sabhi friends ke sath share zarur kare 🐻.

in this Website SEO Earn Money Online Google Adsense, Gardening Facebook Tips Tricks Meaning in urdu Trending Movies News Health care Beauty fitness Social media Fashion Shayari Lifestyle Blogging Te…

Post a Comment

Discussion.
Post a Comment