15 Secret Google AdSense Approved Tricks: Google AdSense Account Approved Kaiser Kare 2021

google adsense account kaise approve kare, adsense approval tricks, google adsense 24 hours me kaise approve karwaye, how to get google adsense accoun

Get-google-adSense-account-approved

Google AdSense Account Approved Kaise Kare 2023: Adsense Ik Advertising Program hai iski activation asan ni. Hum se approval services buy kar sakte ho. Terms and conditions follow karni hoti hai.follow this tricks get-google-adsense-approved.

Is se Paise Kamaye Jate hai. Jin ka AdSense Account Approved Nahi hota ya Administrator account disapprove Ho jata hai un ke liye me ye article likh raha hun. Google AdSense se loog 10$ se lekar 1000$ per day bhi earnings karte hain agar aap ko AdSense se Earning karni hai aur aapka Advertising account approve nahi ho raha to is article ko end tak read Kare.

Alexa rank kya hai aur kaise improve kare.

Google AdSense Account Approved Kaise Kare

Agar aap chahte hain ke aap ka "Google AdSense Account" Torrent Approve ho jaye to aap ko mere kuch diye howe steps ko follow karna hoga . Google AdSense Approved Trick: Aye me aap ko Secret AdSense Approved Step" Batati ho 


Google-AdSense-Approved-Tricks-2021

Step : 1 
Pehle to google adsense ki Terms Conditions read kare jis se apko all information mile gi me google adsense kis cheez ko allow karta hai aur kis ko nahi.

Step : 2 Sub se important baat ye ke koi bhi Published Article apne blogger blog mein kahi se copy kar ke publish na kare warna kabhi bhi apka adsense approve nahi ho ga.


Step : 3  Copy Write Meterials: log ki post mein jo images hum use karte hein wo bilkul bhi google se copy kar ke apne blog pe uload na kare  so images khud ki bnai hui hon wo upload kare for blogger post.

Google Adsense Se 10$ per day kaise kamaye.

Step : 4  Adsense approvals Words: ke lye blog pe 30 se 35 best articles hone chahye aur har article minimum 1500 words ka aik article ho koshish kare zyada se zayda words ka article ho aur extra words use na kare minimum 2000, 2400 Word ka article likhe with paragraph.


Step : 5  Copy Rewriter Tools: kuch blogger aise hain WO new fresh content likhne se atrate hain new article Nahi write karte WO kisi ki website se content copying karte rehte hain aur copy rewriter tools ka use kar ke article ko change kar ke past kar dete hain but aisa karna bilkul pagalpan hai.

Google itna pagal Nahi hai jitna awaam use pagal samjhti hai google har ik further se hamara kuch na kuch note Marta rehta hai aap aisa bilkul mat Kare apna real work Kare, aisa karna se websites par copyright as jata hai aur AdSense Account Approved Nahi hota.

sstep : 6  Mobile Friendly Blogger Templates: aur fast loading and Adsense ready hona chahye. Mera kehna mano to premium theme hi use kare solo google par premium theme free mill jaingi searching se.

Step : 7  Imported Images: Blog post me only zarori images hi use karein extra images use karne se blog ki loading speed time bhi zayada hota hai aur adsense approve hone mein bhi problem hoti hein.

Google AdSense Account Not Getting Approve.


Step : 8   Information Your Blog Data: Aap jo bhi post karte hein apko uss ki poori information honi chahye agar apko poori info nahi ho gi to ap apne blog visitors ko theek jawab nahi de pao ge jis se log apki blog pe ana bund kar de ge aur jub visitors nahi aye ge to adsense bhi approve nahi ho ga first approval se google adsense apke pageview vistor par ghaoor karta ha agar aap ke blog par 500 daily pageview hain to adsense truant approved ho ga ni bhi hain to phir bhi approve ho jae ga daily article publix karte rahen.


Step : 9  Paid visitor . Agar aap kisi jagha se visitors ko paisa dete hein aur bolte hein keh wo apki Blog website ko daily visit kare to aisa bilkul bhi na kare so aap ke blog par real visitors hone chahye.

Step : 10  submitted Blog Websites To Google, Yahoo Bing, Yandex, MSN, Webmaster Tools:
Blog ko Google , yahoo , yandex , owl, MSN, bing , jaise search engines me submits karna bhut zroori hota hai, agar app be abhi tak in San search engines me blog ko submit nahi kiya to ye articles read kare.

• Blog Website's Ko "Google Webmaster Tools Me Submit" Kaise kare.

Blog Websites Ko "Yandex Webmaster Tools Me Submitted" Kaise kare.

Blog Website ko "Yahoo Bing Webmaster Tools me Submission Kaise Kare.


Blogs Websites ke liye "Google Sitemaps" buhat zarori haiSitemap Kya Hai Aur Blog Ke Lye Sitemap Kaise Banaye ye niche wali post read kare

Google Webmaster Tools me Sitemap Submitted kaise kare.


Step : 11  Minimum Real Page Views Par Day For "AdSense Approvals " : AdSense approval ke lye minimum daily visitors 300 zaror hone chahye Real pages Views Hone chaye Jo aap ko Search Engines se received hon agar aap ke blog traffic bhut kam hai to aap ye article bhi zroor read kare.


5 Secret Way Of Blog Websites Par-Traffic-Kaise-Badhaye.


Step : 12  Chose Custom Domain Name: stom Domain laga hona chahye
So agar aap blog ko custom domain Se connect Nahi kar skate to .tk freenom se use kare capacity hone pe godaddy se New domain buy karle.


Step : 13  Blogger Blog Oldest Age Authorities: Blogger Blog-Websites ko 6 month old hona zarori nahi hai agar aap ke blog par Custom Domain Used ha so agar aap ka blog blogger blogspot.com par "Host" hai to phir aap ke blog ki old age 5 month to zroor old honi chaye.



Step : 14   Privacy Authority Page For Blogger: Google-AdSense-Account-approved karne ke lye About Us,Contact Us,Privacy Policy, Disclaimer, Sitemap' jese pages ka add hona zarori hai because adsense in pages ko buhat pasand karta hai.

Blogs Websites Ke liye 'Primacy Policies Page' Kaise Created Kare.

Step : 15  Sported Languages For Google AdSense Approval's: Apke blog ki "Language AdSense supported" ho jo ap iss link mein dekh sakte hein agar aap hinglish language use karte hain blog par to Addsense account create karte time Hindi Language select kare.

So kaisi lagi ye post agar kisi ko adsense approve karne mein koi masla aa raha ho to comment kar ke poch sakte ho aur is articles ko Facebook ke zariye share bhi zroor karye ga, thanks, Ask me
Me Sab ko reply karon ga.

Read more: Ghar baithe paise kamane ka tarika in pakistan.



Post a Comment

Discussion.
Post a Comment